Jab Raat Hai Aisi Matwaali Lyrics from the movie Mughal E Azam (1960) is a Hindi song sung by Lata Mangeshkar. This song features Prithviraj Kapoor, Dilip Kumar, Madhubala, Durga Khote. Naushad Ali gives the music, while lyrics are penned by Shakeel Badayuni and the video is directed by K. Asif.
Jab Raat Hai Aisi Matwaali Song Details
Song Title | Jab Raat Hai Aisi Matwaali |
Movie/Album | Mughal E Azam (1960) |
Singer | Lata Mangeshkar |
Lyrics | Shakeel Badayuni |
Music | Naushad Ali |
Music Label | Saregama |
Jab Raat Hai Aisi Matwaali Song Video
Jab Raat Hai Aisi Matwaali Lyrics in Hindi
ये दिल की लगी कम क्या होगी
ये इश्क़ भला काम क्या होगा
जब रात हैं ऐसी मतवाली
जब रात हैं ऐसी मतवाली
फिर सुबह का आलम क्या होगा
फिर सुबह का आलम क्या होगा
नग़मों से बरसती है मस्ती
छलके हैं खुशी के पैमाने
छलके हैं खुशी के पैमाने
आज ऐसी बहार आयी हैं
कल दिन में बनेंगे अफ़साने
कल दिन में बनेंगे अफ़साने
अब इससे ज़्यादा और हसीं
ये प्यार का मौसम क्या होगा
अब इससे ज़्यादा और हसीं
ये प्यार का मौसम क्या होगा
जब रात हैं ऐसी मतवाली
फिर सुबह का आलम क्या होगा
फिर सुबह का आलम क्या होगा
ये आज का रंग और ये महफ़िल
दिल भी है यहाँ दिलदार भी है
दिल भी है यहाँ दिलदार भी है
आँखों में क़यामत के जलवे
सीने में तडपता प्यार भी है
सीने में तडपता प्यार भी है
इस रंग में कोई जी ले अगर
मारने का उससे ग़म क्या होगा
इस रंग में कोई जी ले अगर
मारने का उससे ग़म क्या होगा
जब रात हैं ऐसी मतवाली
फिर सुबह का आलम क्या होगा
फिर सुबह का आलम क्या होगा
हालत है अजब दीवानो की
अब खैर नहीं परवानो की
अब खैर नहीं परवानो की
अंजामे मुहब्बत क्या कहिये
लय बढ़ने लगी अरमानो की
लय बढ़ने लगी अरमानो की
ऐसे में जो पायल टूट गयी
फिर ऐ मेरे हमदम क्या होगा
ऐसे में जो पायल टूट गयी
फिर ऐ मेरे हमदम क्या होगा
जब रात हैं ऐसी मतवाली
फिर सुबह का आलम क्या होगा
फिर सुबह का आलम क्या होगा
Jab Raat Hai Aisi Matwaali Lyrics in English
Ye dil ki lagi kam kya hogi
Ye ishq bhala kam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Naghmon se barasti hai masti
Chhalke hain khushi ke paimaane
Chhalke hain khushi ke paimaane
Aaj aisi bahare aayi hain
Kal din me banenge afsaane
Kal din me banenge afsaane
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Ab isse zyada aur haseen
Ye pyaar ka mausam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Ye aaj ka rang aur ye mehfil
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Dil bhi hai yaha dildaar bhi hai
Aankhon me qayaamat ke jalwe
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Seene me tadapta pyaar bhi hai
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Is rang me koi jee le agar
Marne ka usse gham kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Haalat hai ajab deewano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Ab khair nahin parwaano ki
Anjaame muhabbat kya kahiye
Lay badhne lagi armaano ki
Lay badhne lagi armaano ki
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Aise me jo paayal toot gayi
Phir ai mere hamdam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Phir subah ka aalam kya hoga
Phir subah ka aalam kya hoga
Jab Raat Hai Aisi Matwaali Song FAQs
Who Is The Singer Of the “Jab Raat Hai Aisi Matwaali” Song? | Lata Mangeshkar |
Who Wrote The Lyrics Of The “Jab Raat Hai Aisi Matwaali” Song? | Shakeel Badayuni |
Who Has Featured In The Music Video? | Prithviraj Kapoor, Dilip Kumar, Madhubala, Durga Khote. |
Other Lyrics from Mughal E Azam Movie.