Aadhe Aadhe Se Lyrics
Aadhe Aadhe Se Lyrics
आधा अंधेरा, आधा सवेरा
आधा रहा सब, तेरा मेरा
आधा अंधेरा, आधा सवेरा
आधा रहा सब, तेरा मेरा
हो आधी सी रात
आधी सी बात
फितरन और बाकि है
आधे आधे से हम
और बाकि है आधी आधी सी धुन
और बाकि हैं आधे आधे से हम
हम्म.. सारा अंधेरा ढूंढकर
उस एक लिफाफे में रख दिया
लौटे ना रहे ना लापता
आधा पता एक लिख दिया
अब रोशनी की नदी में हम
टिम टिम दीये की दो कस्तियाँ
अब रोशनी की नदी में हम
टिम टिम दीये की दो कस्तियाँ
मध्यम सी लौ
मध्यम सी रूह
ज्यादा ना कम और बाकि है
आधे आधे से हम
और बाकि है
आधे आधे से हम
और बाकि है
आधे आधे से हम
चुप्पियाँ तोड़ी भी हमने
चुप्पियों में बोल कर
ये जवां बंद चुप्पियाँ ही
क्या ही कहते खुलकर
हो आधी कही, आधी रही
आधी गलत, आधी सही
है अनबुझ कितना कुछ
मन ही मन और बाकि है
आधे आधे से हम
और बाकि है
आधे आधे से हम
और बाकि है
आधे आधे से हम
आधे आधे से हम
Aadha andhera, aadha savera
Aadha raha sab, tera mera
Aadha andhera, aadha savera
Aadha raha sab, tera mera
Ho aadhi si raat
Aadhi si baat
Phitran aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Aur baki hai aadhi aadhi si dhun
Aur baki hain aadhe aadhe se hum
Hmm.. sara andhera dhoondhkar
Us ek liphaaphe mein rakh diya
Laute naa rahe naa laapta
Aadha pata ek likh diya
Ab roshani ki nadi mein hum
Tim tim deeye ki do kastiyaan
Ab roshani ki nadi mein hum
Tim tim deeye ki do kastiyaan
Maddhyam si lau
Maddhyam si rooh
Jyaada naa kam aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Chuppiyaan todi bhi humne
Chuppiyon mein bol kar
Ye jawaan band chuppiyaan hi
Kya hi kehte khulkar
Ho aadhi kahi, aadhi rahi
Aadhi galat, aadhi sahi
Hai anbujh kitna kuch
Man hi man aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Aur baki hai
Aadhe aadhe se hum
Aadhe aadhe se hum
half dark, half dawn
Everything remains half, yours is mine
half dark, half dawn
Everything remains half, yours is mine
yes it's midnight
half a thing
Fitran and the rest
half and half we
And half the tune is left
And the rest are half of us
Hmm.. after finding all the darkness
put it in an envelope
neither returning nor missing
wrote down half the address
Now we are in the river of light
Tim Tim Two lamp lamps
Now we are in the river of light
Tim Tim Two lamp lamps
medium flame
medium spirit
nothing more, nothing less, there is still more
half and half we
and there is more
half and half we
and there is more
half and half we
we also broke the silence
speaking in silence
These young people are closed in silence
what do you say openly
Yes, half is there, half is there
half wrong, half right
there is so much that is unexplained
the mind is the mind and the rest
half and half we
and there is more
half and half we
and there is more
half and half we
half and half we
Song details & credits
| Song | Aadhe Aadhe Se |
|---|---|
| Singers | Shilpa Rao, Mika Singh |
| Movie | Raat Akeli Hai |
| Lyricist | Raj Shekhar |
| Music | Sneha Khanwalkar |
| Label | Zee |
| Starring | Nawazuddin Siddiqui, Radhika Apte, Shweta Tripathi |
| Year | 2020 |
| Language | Hindi |




