Sooraj Ki Baahon Mein Lyrics
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
जो भी बदली दिल की ताल है अहा
यूँही ही आया इक ख्याल है अहा
पाते हम है ज़िन्दगी इक बार
क्यों न करे खुलके
हम इसको प्यार
जाने किसका है हमे इंतज़ार
के ज़िन्दगी एहि है और इन्ही
जो भी कल तक बस आरज़ू अहा
वह ही पा गए हैं
मैं और तू कहा
थामे हम हाथों
में यूँही हाथ
शहर दिल में
घूमेंगे साथ साथ
सारे सारे दिन सारी सारी रात
दरस रही है इक ख़ुशी हर कहीं
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
नए नए सपने जो बुन्न सके
उसी ज़िन्दगी को कहूं ज़िन्दगी
नए नए रास्ते जो चुन सके
उसी ज़िन्दगी को कहूं ज़िन्दगी
हर पल मचलती हो झूम के
चलती हो वह है ज़िन्दगी
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
पाते हम है ज़िन्दगी इक बार
क्यों न करे खुलके
हम इसको प्यार
जाने किसका है हमे इंतज़ार
के ज़िन्दगी एहि है और इन्ही
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
सूरज की बाहों में
अब है यह ज़िन्दगी
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी
सूरज की अब है यह
किरणे हैं साँसों में
बातों में रौशनी.
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Jo bhi badali dil ki taal hai aha
Yunhi hi aaya ik khayal hai aha
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke
Hum isko pyaar
Jaane kiska hai hume intezar
Ke zindagi yehi hai aur yenhi
Jo bhi kal tak bus aarzo aha
Woh hi paa gaye hain
Main aur tu aha
Thaame hum haathon
Mein yunhi haath
Shehar dil mein
Ghoomenge saath saath
Saare saare din saari saari raat
Daras rahi hai ik khushi har kahin
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Naye naye sapne jo bunn sakey
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Naye naye rasste jo chun sake
Ussi zindagi ko kahoon zindagi
Har pal machalti ho jhoom ke
Chalti ho woh hai zindagi
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Paate hum hai zindagi ik baar
Kyun na kare khulke
Hum isko pyaar
Jaane kiska hai hume intezar
Ke zindagi yehi hai aur yenhi
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki baahon mein
Ab hai yeh zindagi
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni
Sooraj ki ab hai yeh
Kirnay hain saanson mein
Baaton mein roshni.
Song Details & Credits
| Song | Sooraj Ki Baahon Mein |
|---|---|
| Singers | Clinton Cerejo, Dominique Cerejo, Loy Mendonsa |
| Movie | Zindagi Na Milegi Dobara |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
| Label | T-Series |
| Video Director | Zoya Akhtar |
| Starring | Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar, Katrina Kaif |
| Year | 2011 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Sooraj Ki Baahon Mein
“Sooraj Ki Baahon Mein” is from the movie Zindagi Na Milegi Dobara, released in 2011.
The lyrics of “Sooraj Ki Baahon Mein” were written by Javed Akhtar.
“Sooraj Ki Baahon Mein” is sung by Clinton Cerejo, Dominique Cerejo and Loy Mendonsa.
The music video of “Sooraj Ki Baahon Mein” was directed by Zoya Akhtar.
The music video of “Sooraj Ki Baahon Mein” features Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar and Katrina Kaif.