Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2011

Khwabon Ke Parindey Lyrics

उड़े
ख्वाबों के परिंदे
उड़े
ख्वाबों के परिंदे
ओहो
खुले हैं जो पल
लगता है अब है जागे हम
फिक्रें जो थी
निकले उनसे आगे हम
हवा में बह रही है ज़िन्दगी
यह हम से कह रही है ज़िन्दगी
ओहो

उड़े
ख्वाबों के परिंदे
उड़े
ख्वाबों के परिंदे
ओहो
किसी ने छुआ तोह यह हुआ
फिरते है महके महके हम
खोयी हैं कहीं बातें नयी

जब हैं ऐसे बहके हम
हुआ है यूँ के दिल पिघल गए
बस एक पल में हम बदल गए
ओहो

रौशनी मिली
अब राह में है इक दिलकशी सी बरसी
हर खुशी मिली
अब ज़िन्दगी पे है ज़िन्दगी सी बरसी
अब जीना हमने सीखा है
याद है कल
जिसमे जादू ऐसा था
हम हो गए जैसे नए
वह पल जाने कैसा था
कहे यह दिल के जाउँ दिल की तू
जहाँ भी लेके जाए आरज़ू
ओहो
सो हो
उड़े
उड़े

Ude, khule aasaman mein
Khaabon ke parinday
Ude, dil ke jahaan main
Khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahan
Khule hain jo pal, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hai jaage hum
Fikrein jo thi, peeche reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawa mein beh rahi hai zindagi
Yeh hum se keh rahi hai zindagi
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Ude, khule aasaman mein
Khaabon ke parinday
Ude, dil ke jahaan main
Khaabon ke parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahan
Kisi ne chua toh yeh hua
Phirte hai mehke mehke hum
Khoyi hain kahin baatein nayi
Jab hain aise behke hum
Hua hai yun ke dil pighal gaye
Bas ek pal mein hum badal gaye
Oho, ab toh, jo bhi ho so ho

Roshni mili
Ab raah mein hai ik dilkashi si barsi
Har khusi mili
Ab zindagi pe hai zindagi si barsi
Ab jeena humne seekha hai
Yaad hai kal, aaya tha woh pal
Jisme jadoo aisa tha
Hum ho gaye jaise naye
Woh pal jaane kaisa tha
Kahe yeh dil ke jaaun dil ki tu
Jahan bhi leke jaaye aarzoo
Oho, ab toh, jo bhi ho
So ho, jo bhi ho so ho
Ude, jo bhi ho so ho
Ude, jo bhi ho so ho.

Song Details & Credits
Song Khwabon Ke Parindey
Singers Alyssa Mendonsa, Mohit Chauhan
Movie Zindagi Na Milegi Dobara
Lyricist Javed Akhtar
Music Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Label T-Series
Video Director Zoya Akhtar
Starring Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar, Katrina Kaif
Year 2011
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Khwabon Ke Parindey

“Khwabon Ke Parindey” is from the movie Zindagi Na Milegi Dobara, released in 2011.

The lyrics of “Khwabon Ke Parindey” were written by Javed Akhtar.

“Khwabon Ke Parindey” is sung by Alyssa Mendonsa and Mohit Chauhan.

The music video of “Khwabon Ke Parindey” was directed by Zoya Akhtar.

The music video of “Khwabon Ke Parindey” features Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar and Katrina Kaif.