Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2011

Saadda Haq Lyrics

तुम लोगों की
हर कदम पे
मैं सही समाज के जो भी कहूँ
तुम कहते हो गलत
मैं गलत हूँ फिर कौन सही
फिर कौन सही
मर्ज़ी से जीने की भी मैं
क्या तुम सबको मैं अर्ज़ी दूँ
मतलब कि तुम सबका मुझपे
मुझसे भी ज़्यादा हक़ है
साड्डा हक़

साड्डा हक एथे रख
न न न ..
साड्डा हक़

हे इन् गदारों में
या उधारों में
तुम मेरे जीने की
आदत का क्यूँ गोट रहे दम
बेसलीका मैं

न जिस में हया
मैं बोले के रस में जीने का
हर्जाना दुनिया दुश्मन
सब बेगाने इन्हें आग लगाना
मैं बोले मैं बोले
मनन से जीना या मर्र जाना

साड्डा हक एथे रख
न न न ..

ओ एक-फ्रेंडली
मैं भी हूँ नेचर
रिवाजों से
तू काट मुझे
क्यों बांटे मुझसे इस तरह
क्यूँ सच का सबक सिखाये
जब सच सुन्न भी न पाये
सच कोई बोले तोह तू नियम कानून बताये
तेरा डर
रख साली साड्डा हक़
एथे एथे रख साड्डा हक़

Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan galat
Main sahi samaj ke jo bhi kahoon
Tum kehte ho galat,
Main galat hoon phir kaun sahi
Phir kaun sahi
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko main arzi doon
Matlab ki tum sabka mujhpe
Mujhse bhi zyada haq hai
Saadda haq, aithe rakh

Saadda haq aithe rakh
Na na na ..
Saadda haq, aithe rakh

Hey inn gadaaron mein
Ya udhaaron mein
Tum mere jeenay ki
Aadat ka kyun gott rahe dum
Besaleeqa main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke ras mein jeenay ka
Harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole mann bole,
Mann se jeena ya marr jaana

Saadda haq aithe rakh
Na na na ..

O eco-friendly, nature ke rakshak,
Main bhi hoon nature
Rivaazon se, samaajhon se kyon
Tu kaate mujhe,
Kyun baante mujhse iss tarah
Kyun sach ka sabak sikhaaye,
Jab sach sunn bhi na paaye
Sach koi bole toh tu niyam kanoon bataaye
Tera darr, tera pyaar, teri waah, tu hi rakh
Rakh saali saadda haq, aithe rakh
Aithe aithe rakh saadda haq, aithe rakh.

Song Details & Credits
Song Saadda Haq
Singers Clinton Cerejo, Mohit Chauhan, Orianthi
Movie Rockstar
Lyricist Irshad Kamil
Music A.R. Rahman
Label T-Series
Video Director Imtiaz Ali
Starring Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri
Year 2011
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Saadda Haq

“Saadda Haq” is from the movie Rockstar, released in 2011.

The lyrics of “Saadda Haq” were written by Irshad Kamil.

“Saadda Haq” is sung by Clinton Cerejo, Mohit Chauhan and Orianthi.

The music video of “Saadda Haq” was directed by Imtiaz Ali.

The music video of “Saadda Haq” features Ranbir Kapoor and Nargis Fakhri.