Jo Bhi Main Lyrics
या या या ओ येह येह या या ओ ओ
जो भी मैं कहना चाहूँ
बर्बाद करें
अल्फाज़ मेरे अल्फाज़ मेरे
ओ येह येह ओ ओ जा जा जा
कभी मुझे लगे कि जैसे
सारा ही यह जहां है जादू
जो है भी और नहीं भी है यह
फ़िज़ा घटा हवा बहारें
मुझे करे इशारे यह
कैसे कहूँ कहानी मैं इनकी
जो भी मैं कहना चाहूँ
बर्बाद करें
अल्फाज़ मेरे अल्फाज़ मेरे
ओ येह येह
मैंने यह भी
सोचा है अक्सर
तू भी मैं भी
सभी है शीशे
खुदही को हम
सभी मैं देखें
नहीं हूँ मैं
हूँ मैं तोह फिर भी
सही गलत तुम्हारा मैं
मुझे पाना
पाना है खुद को
जो भी मैं
कहना चाहूं
बर्बाद करे अलफ़ाज़
मेरे अल्फाज़ मेरे
ओ येह येह ओ ओ.
Ya ya ya o yeah yeah ya ya o oo
Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad karein
Alfaz mere alfaz mere
Oo yeah yeah oo oo ja ja ja
Kabhi mujhe lagey ke jaise
Saara hi yeh jahaan hai jadoo
Jo hai bhi aur nahin bhi hai yeh
Fiza ghata hawa bahaarein
Mujhe kare ishaare yeh
Kaise kahoon kahani main inki
Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad karein
Alfaz mere alfaz mere
Oo yeah yeah
Maine yeh bhi
Socha hai aksar
Tu bhi main bhi
Sabhi hai sheeshe
Khudhi ko hum
Sabhi main dekhein
Nahin hoon main
Hoon main toh phir bhi
Sahi galat tumhara main
Mujhe paana
Paana hai khud ko
Jo bhi main
Kehna chahoon
Barbaad kare alfaz
Mere alfaz mere
Oo yeah yeah oo oo.
Song Details & Credits
| Song | Jo Bhi Main |
|---|---|
| Singer | Mohit Chauhan |
| Movie | Rockstar |
| Lyricist | Irshad Kamil |
| Music | A.R. Rahman |
| Label | T-Series |
| Video Director | Imtiaz Ali |
| Starring | Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri |
| Year | 2011 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Jo Bhi Main
“Jo Bhi Main” is from the movie Rockstar, released in 2011.
The lyrics of “Jo Bhi Main” were written by Irshad Kamil.
“Jo Bhi Main” is sung by Mohit Chauhan.
The music video of “Jo Bhi Main” was directed by Imtiaz Ali.
The music video of “Jo Bhi Main” features Ranbir Kapoor and Nargis Fakhri.