Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2011

Mujhko Pehchan Lo Lyrics

दुनिया में लोगों ने
फिर अपने दिल थामे
आया हूँ लेकर मैं
फिर कितने हंगामे

फिर मैंने सोचा है
मैं जीतूं सब हारे
दरवाज़े खुल जाए
गिर जाए दीवारें
मुझसे टकरा पाया है कौन
मुझको पेहचानलो

दुनिया मुझे जो भी कहे

इस की मुझे परवाह है क्या
मुझको को तोह है यह देखना
जीतने की है राह क्या
जो मुझको
उनको है

डॉन को पकड़ना मुश्किल
ही नहीं नामुमकिन है

दुनिया फिर जीतने
आया कौन डॉन
मुझको पेहचानलो
मैं हूं डॉन डॉन.

Duniya mein logon ne
Phir apne dil thaame
Aaya hoon lekar main
Phir kitne hungame

Phir maine socha hai
Main jeetun sab haare
Darwaaze khul jaaye
Gir jaaye dewaarein
Mujhse takra paya hai kaun
Mujhko pehchaanlo, main hoon don

Duniya mujhe jo bhi kahe
Iss ki mujhe parwah hai kya
Mujhko ko toh hai yeh dekhna
Jeetne ki hai raah kya
Jo mujhko, rokna chaahe
Unko hai, kya yeh pata

Don ko pakadna mushkil
Hi nahin namumkin hai

Duniya phir jeetne
Aya kaun don, don
Mujhko pehchaanlo,
Main hoon don don.

Song Details & Credits
Song Mujhko Pehchan Lo
Singer Krishnakumar Kunnath (K.K.)
Movie Don 2
Lyricist Javed Akhtar
Music Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Label T-series
Video Director Farhan Akhtar
Starring Shahrukh Khan, Priyanka Chopra, Lara Dutta.
Year 2011
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Mujhko Pehchan Lo

“Mujhko Pehchan Lo” is from the movie Don 2, released in 2011.

The lyrics of “Mujhko Pehchan Lo” were written by Javed Akhtar.

“Mujhko Pehchan Lo” is sung by Krishnakumar Kunnath (K.K.).

The music video of “Mujhko Pehchan Lo” was directed by Farhan Akhtar.

The music video of “Mujhko Pehchan Lo” features Shahrukh Khan, Priyanka Chopra and Lara Dutta..