Dushman Mera Lyrics
कोई जाने न
यह कैसी आग है
मेरे दिल को डसते
यह कैसा नाग है
हर घडी
बचके न जाएगा
हाँ कहीं
मुझे मिल ही जाएगा
दुश्मन मेरा
मुझे ढूंढ़ने
ज़मीन देख लो
मैं इक पल यहाँ
नहीं पाओगे
जो कोई भी
वह कुछ ना पायेगा
दिल में ही
वापस ले जाएगा
समझे ज़रा
इन् आँखों में है
इस को मैट बुझने देना
गुस्से में कितनी
जब तक भी रह पाओ तुम
मेरा गुस्सा तोह
मेरे दिल में क्या है
तुमसे
वह दिन जब आयेगा
दिल में ही
वापस ले जाएगा
समझे ज़रा
Koi jaane na
Yeh kaisi aag hai
Mere dil ko dasta
Yeh kaisa naag hai
Har ghadi, mainm jisko dhoondun
Bachke na jaayega
Haan kahin, na kahin toh ik din
Mujhe mil hi jaayega
Dushman mera
Mujhe dhoondna, aasaan hai kahaan
Zameen dekh lo, ya aasmaan
Main ik pal yahan, main ik pal hoon wahan
Nahin paaoge, mera nishaan
Jo koi bhi, mujhko dhoonde
Woh kuch naa paayega
Dil mein hi, woh, dil ke armaan
Wapas le jaayega
Samjhe zara, dushman mera
Inn aankhon mein hai, jaane kaisi jwala
Iss ko matt bujhne dena, sunn lo mera kehna
Gusse mein kitni, tum dilkash lagti ho
Jab tak bhi reh pao tum, gusse mein hi rehna
Mera gussa toh, dekhoge ek din
Mere dil mein kya hai, jaanoge ek din
Tumse, main, itna keh doon
Woh din jab aayega
Dil mein hi, woh, dil ke armaan
Wapas le jaayega
Samjhe zara, dushman mera.
Song Details & Credits
| Song | Dushman Mera |
|---|---|
| Singers | Shankar Mahadevan, Sunitha Sarathy |
| Movie | Don 2 |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
| Label | T-series |
| Video Director | Farhan Akhtar |
| Starring | Shahrukh Khan, Priyanka Chopra, Lara Dutta. |
| Year | 2011 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Dushman Mera
“Dushman Mera” is from the movie Don 2, released in 2011.
The lyrics of “Dushman Mera” were written by Javed Akhtar.
“Dushman Mera” is sung by Shankar Mahadevan and Sunitha Sarathy.
The music video of “Dushman Mera” was directed by Farhan Akhtar.
The music video of “Dushman Mera” features Shahrukh Khan, Priyanka Chopra and Lara Dutta..