Yeh Fizayein Lyrics
हे ये फ़िज़ाए
इन्हें सुन लो गायें
ज़िन्दगी है हसीं
और जवान
हर लम्हा है मेहरबान
हर पल है ख़ुशी
पा ही गया ये कारवां
मंज़िल प्यार की
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
हे ये फ़िज़ाए इन हे
सुन लो गायें
गीतों का मौसम
है ख़्वाबों का आलम है
अब होश काम कम है हाँ
जीवन की राहों में
तुम हो निगाहों में
बाहें हैं बाहों में हाँ
हर दिल दिवाना है अब ये जाना
क्यों है हसीं ये समां
हर लम्हा है मेहरबान
हर पल है ख़ुशी
पा ही गया ये कारवां
मंज़िल प्यार की
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
हे ये फ़िज़ाए इन हे
सुन लो गायें
हे हे हे हे हे हे
सब दिन सुनहरे हैं
सब नशें गहरे हैं
प्यारे सब चेहरे हैं हाँ
अब हलके हलके से
रंग है छलके से
आँचल है ढलके से हाँ
जो दिलकशी है जो ताज़गी है
कैसे करून मैं बयान
हे ये फ़िज़ाए
इन हे सुन लो गायें
ज़िन्दगी है हसीं
और जवान
ओह हर लम्हा है मेहरबान
हर पल है ख़ुशी
पा ही गया ये
कारवां मंजिल प्यार की
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
हे ये फ़िज़ाए इन
हे सुन लो गायें
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
दिन जो सुहाने हैं
दो दिल दीवाने हैं
ला ला ला ला ला लला ला ला ला ला..
Hey ye fizaaye
Inhe sun lo gaayein
Zindagi hai haseen
Aur jawaan
Har lamha hai meherbaan
Har pal hai khushi
Paa hi gaya ye carvan
Manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Hey ye fizaaye in he
Sun lo gaayein
Geeton ka mausam
Hai khwaabon ka aalam hai
Ab hosh kam kam hai haan
Jeewan ki raahon mein
Tum ho nigaahon mein
Baahein hain baahon mein haan
Har dil diwaana hai ab ye jaana
Kyun hai haseen ye sama
Har lamha hai meherbaan
Har pal hai khushi
Paa hi gaya ye carvan
Manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Hey ye fizaaye in he
Sun lo gaayein
Hey hey hey hey hey hey
Sab din sunehre hain
Sab nashein gehre hain
Pyaare sab chehre hain haan
Ab halke halke se
Rang hai chhalke se
Aanchal hai dhhalke se haan
Jo dilkashi hai jo taazgi hai
Kaise karoon main bayaan
Hey ye fizaaye
In he sun lo gaayein
Zindagi hai haseen
Aur jawaan
Oh har lamha hai meherbaan
Har pal hai khushi
Paa hi gaya ye
Carvan manzil pyaar ki
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Hey ye fizaaye in
He sun lo gaayein
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
Din jo suhaane hain
Do dil diwaane hain
La la la la la lala la la la la..
Song Details & Credits
| Song | Yeh Fizayein |
|---|---|
| Singers | Alka Yagnik, Krishnakumar Kunnath |
| Movie | Main Hoon Na/a> |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Anu Malik |
| Label | T-Series |
| Video Director | Farah Khan |
| Starring | Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Sunil Shetty, Zayed Khan, Amrita Rao |
| Year | 2004 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Yeh Fizayein
“Yeh Fizayein” is from the movie Main Hoon Na/a>, released in 2004.
The lyrics of “Yeh Fizayein” were written by Javed Akhtar.
“Yeh Fizayein” is sung by Alka Yagnik and Krishnakumar Kunnath.
The music video of “Yeh Fizayein” was directed by Farah Khan.
The music video of “Yeh Fizayein” features Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Sunil Shetty, Zayed Khan and Amrita Rao.