Main Hoon Na Sad Lyrics
खोया है पाके जिसने
प्यार मैं हूँ न
बेचैन मैं हूँ
बेक़रार मैं हूँ न
कोई तोह हो ऐसा जिसको
अपना कह सकूं
कोई तोह हो ऐसा जिसके
दिल में रह सकूँ हो
कोई तोह केहता एक
बार मैं हूँ न
खोया है पाके जिसने
प्यार मैं हूँ न
बेचैन मैं हूँ
बेक़रार मैं हूँ न
जो बंधन टूटे
जो अपने रूठे
पास आ जाएँ
फिरसे दूरियां
ये क्यों होता है
के दिल रोता है
बेबस हो जाती
है ये ज़बान
अपने तोह सारे इस
किनारे रह गए
किनारे रह गए हो
तनहा चला जो उस
पार मैं हूँ न
खोया है पाके जिसने
प्यार मैं हूँ न
बेचैन मैं हूँ
बेक़रार मैं हूँ न
जहां भी मैं जाऊं
जहां भी मैं देखूं
सारे चेहरे बेगाने से हैं
कभी कोई था जो मेरा ही था
ये किस्से अब अफ़साने से हैं
कल ज़िन्दगी ने खेल
खेले थे गए
कुछ लोग जीते जीत
के सब ले गए हो
हिस्से में आया जिसके
हार मैं हूँ न
खोया है पाके जिसने
प्यार मैं हूँ न
बेचैन मैं हूँ
बेक़रार मैं हूँ न..
Khoya hai paake jisne
Pyaar main hoon na
Bechain main hoon
Beqaraar main hoon na
Koyi toh ho aisa jisko
Apna keh sakoon
Koyi toh ho aisa jiske
Dil mein reh sakoon ho
Koyi toh kehta ek
Baar main hoon na
Khoya hai paake jisne
Pyaar main hoon na
Bechain main hoon
Beqaraar main hoon na
Jo bandhan toote
Jo apne roothhe
Paas aa jaayein
Phirse dooriyaan
Ye kyun hota hai
Ke dil rota hai
Bebas ho jaati
Hai ye zabaan
Apne toh saare is
Kinaare reh gaye
Kinaare reh gaye ho
Tanha chala jo us
Paar main hoon na
Khoya hai paake jisne
Pyaar main hoon na
Bechain main hoon
Beqaraar main hoon na
Jahaan bhi main jaaun
Jahaan bhi main dekhoon
Saare chehre begaane se hain
Kabhi koyi tha jo mera hi tha
Ye qisse ab afsaane se hain
Kal zindagi ne khel
Khele the gaye
Kuch log jeete jeet
Ke sab le gaye ho
Hisse mein aaya jiske
Haar main hoon na
Khoya hai paake jisne
Pyaar main hoon na
Bechain main hoon
Beqaraar main hoon na..
Song Details & Credits
| Song | Main Hoon Na Sad |
|---|---|
| Singer | Abhijeet Bhattacharya |
| Movie | Main Hoon Na/a> |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | Anu Malik |
| Label | T-Series |
| Video Director | Farah Khan |
| Starring | Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Sunil Shetty, Zayed Khan, Amrita Rao |
| Year | 2004 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Main Hoon Na Sad
“Main Hoon Na Sad” is from the movie Main Hoon Na/a>, released in 2004.
The lyrics of “Main Hoon Na Sad” were written by Javed Akhtar.
“Main Hoon Na Sad” is sung by Abhijeet Bhattacharya.
The music video of “Main Hoon Na Sad” was directed by Farah Khan.
The music video of “Main Hoon Na Sad” features Shahrukh Khan, Sushmita Sen, Sunil Shetty, Zayed Khan and Amrita Rao.