Mujhe Teri Jaisi Ladki Lyrics
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
कभी पास बुलाये कभी चुपके सताये
मेरा दिल धड़काये मेरा चैन चुराए
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
कभी पास बुलाये कभी चुपके सताये
मेरा दिल धड़काये मेरा चैन चुराए
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
आँखों में तेरी चाहत का नशा ज़ुल्फ़ों में तेरी खुशबू की गता
मुझे अच्छी लगे तारीफ तेरी अब नाम तेरे हर सांस मेरी
मदहोश बनाये मेरा होश उड़ाए
मेरा दर्द बढाये नस नस में समाये
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
न मुझसे कभी तकरार करे मुझे प्यार करे बस प्यार करे
न शक़ मुझ पे कभी यार करे जो सिर्फ मेरा ऐतबार करे
पलकों पे बिठाए मेरे ख्वाब सजाये
तन मन महकाये मेरी प्यास बुझाए
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
कभी पास बुलाये कभी चुपके सताये
मेरा दिल धड़काये मेरा चैन चुराए
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो
मुझे तेरे जैसी लड़की मिल जाए तो क्या बात हो.
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Kabhi paas bulaaye kabhi chupke sataaye
Mera dil dhadkaaye mera chain churaaye

Aankhon mein teri chahat ka nasha zulfon mein teri khushboo ki gata
Mujhe achchi lage taarif teri ab naam tere har saans meri
Madhosh banaye mera hosh udaaye
Mera dard badaye nas nas main samaye
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Na mujhse kabhi takraar kare mujhe pyaar kare bas pyaar kare
Na shak mujh pe kabhi yaar kare jo sirf mera aitbaar kare
Palkon pe bithaaye mere khwaab sajaye
Tan man mehkaaye meri pyaas bujaaye
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Kabhi paas bulaaye kabhi chupke sataaye
Mera dil dhadkaaye mera chain churaaye
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho
Mujhe tere jaisi ladki mil jaaye to kya baat ho.
Song Details & Credits
| Song | Mujhe Teri Jaisi Ladki |
|---|---|
| Singers | Sarika Kapoor, Udit Narayan |
| Movie | Raaz |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Nadeem-Shravan |
| Label | Tips Music |
| Video Director | Vikram Bhatt |
| Starring | Dino Morea, Bipasha Basu |
| Year | 2002 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Mujhe Teri Jaisi Ladki
“Mujhe Teri Jaisi Ladki” is from the movie Raaz, released in 2002.
The lyrics of “Mujhe Teri Jaisi Ladki” were written by Sameer.
“Mujhe Teri Jaisi Ladki” is sung by Sarika Kapoor and Udit Narayan.
The music video of “Mujhe Teri Jaisi Ladki” was directed by Vikram Bhatt.
The music video of “Mujhe Teri Jaisi Ladki” features Dino Morea and Bipasha Basu.