Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2002

Itna Main Chahoon Tujhe Lyrics

By Alka Yagnik, Udit Narayan • Movie: Raaz

इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे
इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे
तू भी मुझ से प्यार करे तू भी मुझ से प्यार करे
काश वह दिन भी आये
इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे
तेरे बारे में जब सोचों तेरे बारे में जब सोचों
आँखें मेरी भर आये
इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे

तुम को नहीं मालूम मैं तुझ से कितनी मोहब्बत करता हूँ
याद में तेरी तन्हा अकेला मैं तो आहें भरता हूँ
नज़रें उठाऊँ नज़रे झोकों
नज़रें उठाऊँ नज़रे झोकों
सामने तू मुस्काये
इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे

खुद पे तो मैं पहरे लगा लून रोक ना पाऊँ यादों को
भूल गया तू मैं न भूली उन कसमों उन वादों को
दूरी मुझको जीने न दे दूरि मुझको जीने न दे
तन्हाई तडपाये
इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे
तू भी मुझ से प्यार करे तू भी मुझ से प्यार करे
काश वह दिन भी आये
इतना मैं चाहूं तुझे कोई किसी को न चाहे.

Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe
Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe
Tu bhi mujh se pyaar kare tu bhi mujh se pyaar kare
Kaash woh din bhi aaye
Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe
Tere baare mein jab sochon tere bare mein jab sochon
Aankhn meri bhar aaye
Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe

Tum ko nahin maalom main tujh se kitni mohabbat karta hoon
Yaad mein teri tanha akela main to aahe bharta hoon
Nazren uthaun nazre jhokaun
Nazren uthaun nazre jhokaun
Samne tu muskaaye
Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe

Khud pe to main pehre laga loon rok na paaon yaadon ko
Bhool gaya tu main na bhooli un kasmon un vaadon ko
Doori mujhko jeene na de doori mujhko jeene na de
Tanhaayi tadapaye
Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe
Tu bhi mujh se pyaar kare tu bhi mujh se pyaar kare
Kaash woh din bhi aaye
Itna main chahoon tujhe koyi kisi ko na chaahe.

Song Details & Credits
Song Itna Main Chahoon Tujhe
Singers Alka Yagnik, Udit Narayan
Movie Raaz
Lyricist Sameer
Music Nadeem-Shravan
Label Tips Music
Video Director Vikram Bhatt
Starring Dino Morea, Bipasha Basu
Year 2002
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Itna Main Chahoon Tujhe

“Itna Main Chahoon Tujhe” is from the movie Raaz, released in 2002.

The lyrics of “Itna Main Chahoon Tujhe” were written by Sameer.

“Itna Main Chahoon Tujhe” is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan.

The music video of “Itna Main Chahoon Tujhe” was directed by Vikram Bhatt.

The music video of “Itna Main Chahoon Tujhe” features Dino Morea and Bipasha Basu.

Tags: #Raaz