Kaise Mizaj Aap Ke Hain Lyrics
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये
हम तो हैं ख़ैरियत से अपनी सुनाइये
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये
हम पर क्यों दिल चुराने का इलज़ाम रख दिया
हम पर क्यों दिल चुराने का इलज़ाम रख दिया
गर झूठ है तो मुझको मेरा दिल लौटाइये
गर झूठ है तो मुझको मेरा दिल लौटाइये
हम तो हैं ख़ैरियत से अपनी सुनाइये
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये
कोई आते जाते मिलते मिलाते जो देख ले
कोई आते जाते मिलते मिलाते जो देख ले
ऐसा है तो फिर ख़्वाबों में तशरीफ़ लाइए
ऐसा है तो फिर ख़्वाबों में तशरीफ़ लाइए
हम तो हैं ख़ैरियत से अपनी सुनाइये
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये
कैसे यकीन दिलाऊं कि तुम मेरी जान हो
कैसे यकीन दिलाऊं कि तुम मेरी जान हो
छू कर के मुझको आप ज़रा क़सम खाइए
छू कर के मुझको आप ज़रा क़सम खाइए
हम तो हैं ख़ैरियत से अपनी सुनाइये
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये
कैसे मिजाज़ आप के हैं फ़रमाइये.
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye
Hum to hain khairiyat se apni sunaaiye
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye
Hum par kyun dil churane ka ilzaam rakh diya
Hum par kyun dil churane ka ilzaam rakh diya
Gar jhuth hai to mujhko mera dil lautaaiye
Gar jhuth hai to mujhko mera dil lautaaiye
Hum to hain khairiyat se apni sunaaiye
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye
Koi aate jaate milte milaate jo dekh le
Koi aate jaate milte milaate jo dekh le
Aisa hai to phir khwaabon mein tashreef laaiye
Aisa hai to phir khwaabon mein tashreef laaiye
Hum to hain khairiyat se apni sunaaiye
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye
Kaise yakin dilaaun ki tum meri jaan ho
Kaise yakin dilaaun ki tum meri jaan ho
Chhu kar ke mujhko aap zara qasam khaaiye
Chhu kar ke mujhko aap zara qasam khaaiye
Hum to hain khairiyat se apni sunaaiye
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye
Kaise mijaz aap ke hain farmaaiye.
Song Details & Credits
| Song | Kaise Mizaj Aap Ke Hain |
|---|---|
| Singers | Anuradha Paudwal, Kumar Sanu |
| Movie | Dil Hai Ki Manta Nahin |
| Lyricist | Faaiz Anwar |
| Music | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Label | T-Series |
| Video Director | Mahesh Bhatt |
| Starring | Aamir Khan, Pooja Bhatt. |
| Year | 1991 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Kaise Mizaj Aap Ke Hain
“Kaise Mizaj Aap Ke Hain” is from the movie Dil Hai Ki Manta Nahin, released in 1991.
The lyrics of “Kaise Mizaj Aap Ke Hain” were written by Faaiz Anwar.
“Kaise Mizaj Aap Ke Hain” is sung by Anuradha Paudwal and Kumar Sanu.
The music video of “Kaise Mizaj Aap Ke Hain” was directed by Mahesh Bhatt.
The music video of “Kaise Mizaj Aap Ke Hain” features Aamir Khan and Pooja Bhatt..