Navigation
Information & Legal
Bollywood • 1991

Dil Hai Ke Manta Nahin Lyrics

दिल है के मानता नहीं
दिल है के मानता नहीं
मुश्किल बड़ी है रस्मे मोहब्बत
यह जानता ही नहीं
ओह
दिल है के मानता नहीं
यह बेकरारी क्यूं हो रही है
यह जानता ही नहीं
हो
दिल है के मानता नहीं

दिल तो यह चाहे हर पल तुम्हे हम
बस यूंही देखा करे
मारके भी हम न तुमसे जुदा हो
आओ कुछ ऐसा करे
मुझ में समा जा

हमदम मेरे हमनशीं
दिल है के मानता नहीं
दिल है के मानता नहीं

तेरी वफाये
सब कुछ है मेरे लिए
तूने दिया है नज़राना दिल को
हम तो है तेरे लिए
यह बात सच है सब जानते है
तुमको भी है यह यकीन
दिल है के मानता नहीं
दिल है के मानता नहीं
मुश्किल बड़ी है रस्मे मोहब्बत
यह जानता ही नहीं
ओह
दिल है के मानता नहीं.

Dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Yeh beqaraari kyoon ho rahi hai
Yeh jaanta hi nahin
Ho, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin

Dil to yeh chaahe har pal tumhe hum
Bas yunhi dekha kare
Marke bhi hum na tumse judaa ho
Aao kuch aisa kare
Mujh mein sama jaa, aa paas aa jaa
Hamdam mere hamnasheen
Dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin

Teri vafaaye, teri mohabbat
Sab kuch hai mere liye
Tune diya hai nazraana dil ko
Hum to hai tere liye
Yeh baat sach hai sab jaante hai
Tumko bhi hai yeh yakeen
Dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Oh, dil hai ke manta nahin
Dil hai ke manta nahin.

Song Details & Credits
Song Dil Hai Ke Manta Nahin
Singer Tulsi Kumar
Movie Dil Hai Ki Manta Nahin
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label T-Series
Video Director Mahesh Bhatt
Starring Aamir Khan, Pooja Bhatt.
Year 1991
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Dil Hai Ke Manta Nahin

“Dil Hai Ke Manta Nahin” is from the movie Dil Hai Ki Manta Nahin, released in 1991.

The lyrics of “Dil Hai Ke Manta Nahin” were written by Sameer.

“Dil Hai Ke Manta Nahin” is sung by Tulsi Kumar.

The music video of “Dil Hai Ke Manta Nahin” was directed by Mahesh Bhatt.

The music video of “Dil Hai Ke Manta Nahin” features Aamir Khan and Pooja Bhatt..