Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics from the movie Dunki (1993) is a Hindi song sung by Sonu Nigam. This song features Shah Rukh Khan, Taapsee Pannu. Pritam gives the music, while lyrics are penned by Javed Akhtar and the video is directed by Subhash Ghai.
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Song Details
Song Title | Nikle The Kabhi Hum Ghar Se |
Movie | Dunki (1993) |
Singer | Sonu Nigam |
Lyrics | Javed Akhtar |
Music | Pritam |
Music Label | Tips Music |
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Song Video
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics in Hindi
निकले थे कभी हम घर से
घर दिल से मगर नहीं निकला
घर बसा है हर धड़कन में
क्या करें हम ऐसे दिल का..
Full Song Coming Soon!
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Lyrics in English
Nikle the kabhi hum ghar se,
ghar dil se magar nahi nikla,
ghar basa hai har dhadkan mein,
kya karein hum aise dil ka,
badi door se aaye hain,
badi der se aaye hain,
par ye na koi samjhe,
hum log paraaye hain,
kat jaaye patang jaise,
aur bhatke hawayon mein,
sach pucho toh aise,
din humne bitaaye hain,
par yeh na koi samjhe,
hum log paraaye hain,
yehi nagar yehi hai basti,
aankhein thi jise tarasti,
yahaan khushiyan thi kitni sasti,
jaani pehchaani galiyan,
lagti hain purani sakhiyan,
kahaan kho gayi woh rang raliyan,
bazaar mein chai ke dhaabe,
bekaar ke shor sharaabe,
woh dost woh unki baatein,
woh saare din sab raatein,
kitna gehra tha gham,
inn sab ko khone ka,
yeh keh nahi paaye hum,
dil mein hi chupaaye hain,
par ye na koi samjhe,
hum log paraaye hain,
nikle the kabhi hum ghar se,
ghar dil se magar nahi nikla,
ghar basa hai har dhadkan mein,
kya karein hum aise dil ka,
kya humse hua kya ho na saka,
par itna toh karna hai,
jis dharti pe janme the,
uss dharti pe marna hai,
jis dharti pe janme the,
uss dharti pe marna hai.
Nikle The Kabhi Hum Ghar Se Song FAQs
Who Is The Singer Of the “Nikle The Kabhi Hum Ghar Se” Song? | Sonu Nigam |
Who Wrote The Lyrics Of The “Nikle The Kabhi Hum Ghar Se” Song? | Javed Akhtar |
Who Has Featured In The Music Video? | Shah Rukh Khan, Taapsee Pannu |
Also Check: Other Lyrics from Dunki Movie.