Hindi Bhasha Lyrics
Hindi Bhasha Lyrics
हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा
(हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा)
देवनागरी लिपि में भाषा
जन जन के मन की अभिलाषा
(हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा)
भारत की सारी भाषाए
इस भाषा की बहने हैं
(भारत की सारी भाषाए
इस भाषा की बहने हैं)
मुकुट राष्ट्र भाषा का सर पर
शोभित इसके गहने हैं
पढ़े वही जो दिखे
सुने वही जो लिखे
(पढ़े वही जो दिखे
सुने वही जो लिखे)
ये विशेषता हिंदी ने पायी है
सम्पूर्ण राष्ट्र के जन मन में
हिंदी से एकता आई है
(हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा)
विश्व के सारे ज्ञान है इस में
जन जन के मन यही रमी
(जन जन के मन यही रमी)
मृदुल प्रतिक संगीत भरी
मन भावन पावन प्रीत भरी
(मन भावन पावन प्रीत भरी)
भारत की अक्शुन्य एकता
को हिंदी से मिली महत्ता
सच है एकता की प्रतिक हिंदी है (हिंदी है)
आधुनिक भारत की शक्ति हिंदी है
हम धन्य हुए मूर धन्य हुए
स्वतन्त्रता संपन्न हुए
(स्वतन्त्रता संपन्न हुए)
नभ्स्वतंत्र एवं कृतज्ञ
भारत की भीन श्रधांजलि
करे आवान विश्व करो स्वागत
है बयार हिंदी की चली
पुष्प सुगंध सी फैली हिंदी
घर आँगन और गली गली
हिंदी से हम सब को देखो
है विकास की दिशा मिली
(हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा)
स्वाभिमान से पूर्ण बनी
जन जन की बोली
गौरव शाली हिंदी
भेद भाव से दूर सभी की होली
विविध ज्ञान विज्ञानं की भाषा
रीति और सन्मान की भाषा
सभी वर्ग व संप्रदाय के
जन जन के कल्याण की भाषा
काल गति और ख्यात की भाषा
सभी धर्म और जाति की भाषा
मीठी बोली शांति की भाषा
सच्ची प्रगति की क्रांति की भाषा
राष्ट्र के संविधान की भाषा
नवभारत निर्माण की भाषा
हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा
देवनागरी लिपि में भाषा
जन जन के मन की अभिलाषा
हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा
(हिंदी भाषा राष्ट्र की भाषा
प्रजा-तंत्र के शास्त्र की भाषा)
Hindi Bhasha Rashtra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha
(hindi Bhasha Rashtra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha)
Dev Nagri Lipi Mein Bhasha
Jan Jan Ke Mann Ki Abhilasha
(hindi Bhasha Rastra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha)
Bharat Ki Saari Bhshae
Is Bhasha Ki Behne Hai
(bharat Ki Saari Bhshae
Is Bhasha Ki Behne Hai)
Mukut Rastra Bhasha Ka Sir Par
Shobhit Iske Gehne Hai
Padhe Vahin Jo Deekhe
Sune Vahin Jo Leekhe
(padhe Vahin Jo Deekhe
Sune Vahin Jo Leekhe)
Ye Visheshta Hindi Ne Paayi Hai
Sampurn Rastra Ke Jan Mann Mein
Hindi Se Ekta Aayi Hai
(hindi Bhasha Rastra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha)
Vishva Ke Saare Gyan Hai Is Mein
Jan Jan Ke Mann Yahi Rami
(jan Jan Ke Mann Yahi Rami)
Mridul Pratik Sangeet Bhari
Mann Bhavan Paavan Preeti Bhari
(mann Bhavan Paavan Preeti Bhari)
Bharat Ki Akshunya Ekta
Ko Hindi Se Mili Mahatta
Sach Hai Ekta Ki Pratik Hindi Hai Hindi Hai
Aadhunik Bharat Ki Shakti Hindi Hai
Hum Dhanya Huye Mrudhanya Huye
Svatantrata Sampann Huye
(svatantrata Sampann Huye)
Nabhsvatantra Evam Kritagya
Bharat Ki Bhin Shradhanjali
Kare Aavaan Vishva Karo Swagat
Hai Bayaar Hindi Ki Chali
Pushpa Sugandh Si Faili Hindi
Ghar Aangan Aur Gali Gali
Hindi Se Hum Sab Ko Dekho
Hai Vikaas Ki Disha Mili
(hindi Bhasha Rastra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha)
Svabhimaan Se Purn Bani
Jan Jan Ki Boli, Boli
Gaurav Shali Hindi
Bhed Bhaav Se Door
Sabhi Ki Holi, Holi
Vividh Gyan Vigyan Ki Bhasha
Reeti Aur Sanmaan Ki Bhasha
Sabhi Varg Va Sampraday Ke
Jan Jan Ke Kalyan Ki Bhasha
Kaal Gati Aur Khyaat Ki Bhasha
Sabhi Dharm Aur Jaati Ki Bhasha
Meethi Boli Shanti Ki Bhasha
Sachchi Pragati Ki Kranti Ki Bhasha
Rastra Ke Sanvidhaan Ki Bhasha
Navbharat Nirmaan Ki Bhasha
Hindi Bhasha Rastra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha
Dev Nagri Lipi Mein Bhasha
Jan Jan Ke Mann Ki Abhilasha
Hindi Bhasha Rashtra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha
(hindi Bhasha Rashtra Ki Bhasha
Praja-tantra Ke Shastra Ki Bhasha)
hindi language the language of the nation
language of the science of democracy
(Hindi language is the language of the nation)
Language of the scripture of Praja-Tantra)
Language in Devanagari script
desire of the people
(Hindi language is the language of the nation)
Language of the scripture of Praja-Tantra)
all languages of india
sisters of this language
(all languages of India)
There are sisters of this language)
crown of national language
its jewels are beautiful
read only what you see
listen only to what is written
(Read only what you see.)
listen only to what is written)
Hindi has got this specialty
in the minds of the entire nation
Unity has come from Hindi
(Hindi language is the language of the nation)
Language of the scripture of Praja-Tantra)
It has all the knowledge of the world
This is what is in everyone's mind
(This is what stuck in everyone's mind)
soft symbolic music
Heart filled with pure love
(heart filled with pure love)
India's absolute unity
got importance from hindi
It is true that the symbol of unity is Hindi (Hindi is).
Hindi is the power of modern India
we are blessed moore blessed
achieved independence
(achieved independence)
free and grateful
India's best tribute
welcome world welcome
hai bayar hindi ki chali
Hindi spreads like the fragrance of flowers
house courtyard and street
look at us all from hindi
The direction of development has been found
(Hindi language is the language of the nation)
Language of the scripture of Praja-Tantra)
full of self respect
public speaking
proud hindi
Holi for all without discrimination
language of diverse knowledge science
language of manners and honor
of all classes and sects
language of public welfare
language of time and fame
Language of all religions and castes
sweet spoken language of peace
The language of revolution of true progress
language of the nation's constitution
Language of creation of new India
hindi language the language of the nation
language of the science of democracy
Language in Devanagari script
desire of the people
hindi language the language of the nation
language of the science of democracy
(Hindi language is the language of the nation)
Language of the scripture of Praja-Tantra)
Song details & credits
| Song | Hindi Bhasha |
|---|---|
| Singer | Alka Yagnik |
| Lyricist | H.N. Singh |
| Music | Pawan |
| Language | Hindi |




