Sher Khul Gaye Lyrics
हक़ है हमको कुछ आज करले
दुनिया चाहे ऐतराज़ करले
बिगड़े ज़्यादा सुधरे हुए कम
अब तोड़ेंगे हर कायदा हम
होश नहीं शाम से, कल मिलो काम से
अभी तोह हम देख लो बिल्कुल गए
के घर के सारे रास्ते भूल गए
वो जो भी हमें देखे वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
घर के रास्ते भूल गए
अब तोह हम बिल्कुल गए
आए ऐसी छोर में
के जो भी हमें देखे वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
मुझसे नशे में गलती हो जानी है आज तोह
यारा संभालना कोई हो जाए नाराज़ जो
मैं आज बदमाश हो रहा हूँ, कल शरीफ था
बिगड़ा हिसाब दिल का पहले तोह यह ठीक था
होश नहीं शाम से, कल मिलो काम से
अभी तोह हम देख लो बिल्कुल गए
के घर के सारे रास्ते भूल गए
वो जो भी हमें देखे वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
घर के रास्ते भूल गए
अब तोह हम बिल्कुल गए
आए ऐसी छोर में
के जो भी हमें देखे वो कहता रहे
के आज शेर खुल गए
Haq hai humko kuch aaj karle
Dunia chahe aitraaz karle
Bigde zyada sudhre huye kam
Ab todenge har kayda hum
Hosh nahi shaam se, kal milo kaam se
Abhi toh hum dekh lo bilkul gaye
Ke ghar ke saare raste bhul gaye
Woh jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
Ke ajj sher khul gaye
Ghar ke raste bhul gaye
Ab toh hum bilkul gaye
Aaye aisi chorh mein
Ke jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
Ke ajj sher khul gaye
Mujhse nashe mein galti ho jaani hai aaj toh
Yaara sambhalna koi ho jaye naraaz jo
Main aaj badmash ho raha hu, kal shareef tha,
Bigda hisab dil ka pehle toh yeh thik tha
Hosh nahi shaam se, kal milo kaam se
Abhi toh hum dekh lo bilkul gaye
Ke ghar ke sare raste bhul gaye
Woh jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
Ke ajj sher khul gaye
Ghar ke raste bhul gaye
Ab toh hum bilkul gaye
Aaye aisi chorh mein
Ke jo bhi hamein dekhe woh kehta rahe
Ke ajj sher khul gaye
Song Details & Credits
| Song | Sher Khul Gaye |
|---|---|
| Singers | Vishal, Sheykhar, Benny Dayal, Shilpa Rao |
| Movie | Fighter |
| Lyricist | Kumaar |
| Music | Vishal, Sheykhar |
| Label | T-Series |
| Starring | Hrithik Roshan, Deepika Padukone. |
| Video Director | Siddharth Anand |
| Year | 2024 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Sher Khul Gaye
“Sher Khul Gaye” is from the movie Fighter, released in 2024.
The lyrics of “Sher Khul Gaye” were written by Kumaar.
“Sher Khul Gaye” is sung by Vishal, Sheykhar, Benny Dayal and Shilpa Rao.
The music video of “Sher Khul Gaye” was directed by Siddharth Anand.
The music video of “Sher Khul Gaye” features Hrithik Roshan and Deepika Padukone..