Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2024

Nazar Teri Toofan Lyrics

By Papon • Movie: Merry Christmas

नज़र तेरी तूफान है
बिगड़ रहा ईमान है
कि रात हमसे कह रही
आ चुप को तोड़ दें
हवा ज़रा मदहोश है
हवा ज़रा हैरान है
कि रात हमसे कह रही
तकल्लुफ छोड़ दें

कि तेरे दिल में
खाली सी है जो जगह
उसमें मुझे राज़ सा
रह जाने दे

कि तेरे दिल में
खाली सी है जो जगह
उसमें मुझे राज़ सा
रह जाने दे

संभलना है मुश्किल ज़रा
बिखर ना भी आसान है
कि रात हमसे कह रही
आ चुप को तोड़ दें

ये वक़्त जैसे थम गये
ये तुझमें मुझमें गुम गया
ये होंठ जैसे ही मिले
बचा कुछा वहम गया

रात भर हम ढूँढ के
सुबह कहीं से लायेंगे
सुबह की धूप में पिघल
की कुछ करीब आएंगे

नहीं नहीं है ये मगर
हसीन सी पहचान है
कि रात हमसे कहे रही
तकल्लुफ छोड़ दें

कि तेरे दिल में
खाली सी है जो जगह
उसमें मुझे राज़ सा
रह जाने दे

कितने तेरे दिल में
खाली सी है जो जगह
उसमें मुझे राज़ सा
रहे जाने दे

रहे जाने दे
रहे जाने दे
रहे जाने दे
रहे जाने दे

Nazar teri toofaan hai
Bigad raha iimaan hai
Ki raat humse kah rahi
Aa chup ko tod dein
Hawa zara madhosh hai
Hawa zara hairaan hai
Ki raat humse kah rahi
Taqalluf chhod dein

Ki tere dil mein
Khaali si hai jo jagah
Usmein mujhe raaz sa
Rah jaane de

Ki tere ghar mein
Khaali si hai jo jagah
Usmein mujhe raaz sa
Rah jaane de

Sambhalna hai mushkil zara
Bikhar na bhi aasaan hai
Ki raat humse kah rahi
Aa chup ko tod dein

Yeh waqt jaise tham gaye
Yeh tujhmein mujhmein guum gaya
Yeh honth jaise hi mile
Bacha kucha vehem gaya

Raat bhar hum dhund ke
Subah kahi se laayenge
Subah ki dhoop mein pighal
Ki kuch kareeb aaenge

Nahi nahi hai yeh magar
Haseen si pehechaan hai
Ki raat humse kehe rahi
Taqalluf chhod dein

Ki ghar mein
Khaali si hai jo jagah
Usmein mujhe raaz sa
Rehe jaane de

Kitne tere dil mein
Khaali si hai jo jagah
Usmein mujhe raaz sa
Rehe jaane de

Rehe jaane de
Rehe jaane de
Rehe jaane de
Rehe jaane de

Song Details & Credits
Song Nazar Teri Toofan
Singer Papon
Movie Merry Christmas
Lyricist Varun Grover
Music Pritam
Label Tips Official
Video Director Sriram Raghavan
Starring Vijay Sethupathi, Katrina Kaif.
Year 2024
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Nazar Teri Toofan

“Nazar Teri Toofan” is from the movie Merry Christmas, released in 2024.

The lyrics of “Nazar Teri Toofan” were written by Varun Grover.

“Nazar Teri Toofan” is sung by Papon.

The music video of “Nazar Teri Toofan” was directed by Sriram Raghavan.

The music video of “Nazar Teri Toofan” features Vijay Sethupathi and Katrina Kaif..