Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2023

Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya Lyrics

ओ जैसी जल बिन मछली
रखलू सजाके तुझे सीने से लगा के
आजा गले जा, गले लग जा
ख्वाब बनाके तुझे दिल में छुपाके
रखूं मेरे पास, आ मेरे पास आ
दो मुलाकातों में काली रातों में
बातों ही बातों में दिल दे दिया

तेरी बातों में ऐसा उलझा जिया
बैठे ही बैठे मैंने दिल खो दिया
तेरी बातों में ऐसा उलझा जिया
बैठे ही बैठे मैंने दिल खो दिया

इस दिल की राहों से बहकी निगाहों से
कातिल अदाओं से तुझको है फ़साना
कुछ मीठी बातों से, कुछ झूठे वादों से
पक्के इरादों से दिल को है चुराना

रखलू सजाके तुझे सीने से लगा के
आजा गले जा, गले लग जा
ख्वाब बनाके तुझे दिल में छुपाके
रखूं मेरे पास, आ मेरे पास आ

दो मुलाकातों में काली रातों में
बातों ही बातों में दिल दे दिया

तेरी बातों में ऐसा उलझा जिया
बैठे ही बैठे मैंने दिल खो दिया
तेरी बातों में ऐसा उलझा जिया
बैठे ही बैठे मैंने दिल खो दिया

Rakhlu sajake tujhe seene se laga ke
Aaja gale ja, gale lag ja
Khwaab banake tujhe dil mein chupake
Rakhu mere pass aaa mere pass aa
Do mulaqaaton mein kali raaton mein
Baaton hi baaton mein dil de diya

Teri baaton mein aisa uljha jiya
Bethe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton mein aisa uljha jiya
Bethe hi bethe maine dil kho diya

Is dil ki raahon se behki nigaahon se
Katil adaaon se tujhko hai fasaana
Kuch meethi baaton se kuch jhoote waadon se
Pakke iraadon se dil ko hai churana

Rakhlu sajake tujhe seene se laga ke
Aaja gale ja, gale lag ja
Khwaab banake tujhe dil mein chupake
Rakhu mere pass aaa mere pass aa

Do mulaqaaton mein kali raaton mein
Baaton hi baaton mein dil de diya

Teri baaton mein aisa uljha jiya
Bethe hi bethe maine dil kho diya
Teri baaton mein aisa uljha jiya
Bethe hi bethe maine dil kho diya

Song Details & Credits
Song Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Singers Raghav, Tanishk Bagchi, Asees Kaur
Movie Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya
Lyricist Nina Mathur, Tanishk Bagchi
Music Raghav, Tanishk Bagchi
Label T-Series
Video Director Amit Joshi
Starring Shahid Kapoor, Kriti Sanon.
Year 2023
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya

“Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya” is from the movie Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya, released in 2023.

The lyrics of “Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya” were written by Nina Mathur, Tanishk Bagchi.

“Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya” is sung by Raghav, Tanishk Bagchi and Asees Kaur.

The music video of “Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya” was directed by Amit Joshi.

The music video of “Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya” features Shahid Kapoor and Kriti Sanon..