Tere Pyar Mein Lyrics
तेरे प्यार में
तेरे प्यार में
दिल चाहता है बस भीगे
तेरे प्यार में
तेरे प्यार में
दुआ माँगता है बस
भीगें भीगें भीगें
यार नशे में तेरे
यार पड़ा जो इक बार
जमाने के नशे सभी
पुराने हो गए
साथ तू न हो मेरे साथ
तो ग़ुज़रे ना रात
दीवाने के रोज़ाना के
बहाने हो गए
तेरे जिस्म के हर इंच पे
मेरी हर नज़र फ़िदा है
थी तलब मुझे इक जाम की
मिला पूरा मैकदा है
तेरे प्यार में
तेरे प्यार में
दिल चाहता है बस भीगे
तेरे प्यार में
तेरे प्यार में
दुआ माँगता है बस
भीगें भीगें भीगें
भीगें भीगें भीगें
भीगें भीगें भीगें
तू तबाही मेरी
चैन भी मेरा तू ही रे
तू दवा दिल की
मर्ज़ भी दिल का तू ही रे
चल भीगें भीगें
भीगीं भीगीं इतना
भीगे भी कभी नहीं जितना
भीगीं भीगीं
भीगें भीगें उतना रे
तेरे प्यार में
तेरे प्यार में
दिल चाहता है बस भीगे
तेरे प्यार में
तेरे प्यार में
दुआ माँगता है बस
भीगें भीगें भीगें
भीगें भीगें भीगें
भीगें भीगें भीगें
भीगें भीगें भीगें
Tere pyar mein
Tere pyar mein
Dil chahta hai bas bheegein
Tere pyar mein
Tere pyar mein
Dua maangta hai bas
Bheegein bheegein bheegein
Yaar nashe mein tere
Yaar pada jo ik baar
Zamane ke nashe sabhi
Purane ho gaye
Sath tu na ho mere sath
To ghuzre na raat
Deewane ke rozana ke
Bahane ho gaye
Tere jism ke har inch pe
Meri har nazar fida hai
Thi talab mujhe ik jaam ki
Mila poora maikda hai
Tere pyar mein
Tere pyar mein
Dil chahta hai bas bheegein
Tere pyar mein
Tere pyar mein
Dua maangta hai bas
Bheegein bheegein bheegein
Bheegein bheegein bheegein
Bheegein bheegein bheegein
Tu tabahi meri
Chain bhi mera tu hi re
Tu dawa dil ki
Marz bhi dil ka tu hi re
Chal bheegein bheegein
Bheegein bheegein itna
Bheegein bheegein kabhi nahi jitna
Bheegein bheegein
Bheegein bheegein utna re
Tere pyar mein
Tere pyar mein
Dil chahta hai bas bheegein
Tere pyar mein
Tere pyar mein
Dua maangta hai bas
Bheegein bheegein bheegein
Bheegein bheegein bheegein
Bheegein bheegein bheegein
Bheegein bheegein bheegein
Song Details & Credits
| Song | Tere Pyar Mein |
|---|---|
| Singer | Arijit Singh |
| Movie | Tu Jhooti Main Makkaar |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
| Music | Pritam |
| Label | T-Series |
| Video Director | Luv Ranjan |
| Starring | Ranbir, Shraddha. |
| Year | 2023 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Tere Pyar Mein
“Tere Pyar Mein” is from the movie Tu Jhooti Main Makkaar, released in 2023.
The lyrics of “Tere Pyar Mein” were written by Amitabh Bhattacharya.
“Tere Pyar Mein” is sung by Arijit Singh.
The music video of “Tere Pyar Mein” was directed by Luv Ranjan.
The music video of “Tere Pyar Mein” features Ranbir and Shraddha..