Tere Naam Se Mera Dil Lyrics
Tere Naam Se Mera Dil Lyrics
तेरे नाम के सब गम मुझे
मेरे नाम के सब पल तुझे
रात ये बाहों में भरके
साँसों की तपिश पे धड़के
दिल ये दिल ये दिल
तेरे नाम से मेरा दिल हाए
तेरे नाम से मेरा दिल
तेरे नाम से मेरा दिल हाए
तेरे नाम से मेरा दिल
तेरे नाम के सब रंग मुझे
मेरे नाम के सब रंग तुझे
ख्वाब ये आँखों में तड़पे
प्यार की कशिश से धड़के
दिल ये दिल ये दिल
तेरे नाम से मेरा दिल हाए
तेरे नाम से मेरा दिल
आशिक़ी के दामन में
तुम चले ही आओगे
दिल मेरा ये केहता है
झूम कर तुम गाओगे
आँखों में आँखों को भरके
यूँ ही हर जनम में धड़के
दिल ये दिल ये हाए दिल
तेरे नाम से मेरा दिल हाए
तेरे नाम से मेरा दिल
बंदगी का आलम ये
तुम समझ ना पाओगे
दिल मेरा ये केहता है
बारीशों सा छाओगे
लबों में लबों को भरके
यूँ ही हर जनम में धड़के
दिल ये दिल ये दिल
तेरे नाम से मेरा दिल हाए
तेरे नाम से मेरा दिल
तेरे नाम से मेरा दिल
Tere Naam Ke Sab Gam Mujhe
Mere Naam Ke Sab Pal Tujhe
Raat Ye Baahon Mein Bharke
Saanson Ki Tapish Pe Dhadke
Dil Ye Dil Ye Dil
Tere Naam Se Mera Dil Haaye
Tere Naam Se Mera Dil
Tere Naam Se Mera Dil Haaye
Tere Naam Se Mera Dil
Tere Naam Ke Sab Rang Mujhe
Mere Naam Ke Sab Rang Tujhe
Khwaab Ye Aankhon Mein Tadpe
Pyaar Ki Kashish Se Dhadke
Dil Ye Dil Ye Dil
Tere Naam Se Mera Dil Haaye
Tere Naam Se Mera Dil
Aashiqui Ke Daaman Mein
Tum Chale Hi Aaoge
Dil Mera Ye Kehta Hai
Jhoom Kar Tum Gaaoge
Aankhon Mein Aankhon Ko Bharke
Yun Hi Har Janam Mein Dhadke
Dil Ye Dil Ye Haaye Dil
Tere Naam Se Mera Dil Haaye
Tere Naam Se Mera Dil
Bandagi Ka Aalam Ye
Tum Samajh Na Paaoge
Dil Mera Ye Kehta Hai
Baarishon Sa Chhaoge
Labon Mein Labon Ko Bharke
Yun Hi Har Janam Mein Dhadke
Dil Ye Dil Ye Dil
Tere Naam Se Mera Dil Haaye
Tere Naam Se Mera Dil
Tere Naam Se Mera Dil
I feel all the sorrows in your name
all the moments of my name to you
the night in my arms
beats on the heat of breath
dil ye dil ye dil
my heart rejoices in your name
my heart in your name
my heart rejoices in your name
my heart in your name
I love all the colors of your name
You see all the colors of my name
These dreams are tormenting in the eyes
beat with the pull of love
dil ye dil ye dil
my heart rejoices in your name
my heart in your name
in love's lap
you will come soon
this is what my heart says
you will dance and sing
with eyes wide open
Beats like this in every birth
Dil Yeh Dil Yeh Hae Dil
my heart rejoices in your name
my heart in your name
This is the state of worship
you won't understand
this is what my heart says
you will fall like rain
filling the lips with lips
Beats like this in every birth
dil ye dil ye dil
my heart rejoices in your name
my heart in your name
my heart in your name
Song details & credits
| Song | Tere Naam Se Mera Dil |
|---|---|
| Singer | Samyak Prasana |
| Album | Tere Naam Se Mera Dil |
| Lyricist | Manish Shukla |
| Music | Himesh Reshammiya |
| Label | Himesh Reshammiya Melodies |
| Year | 2023 |
| Language | Hindi |




