Tum Ho Lyrics
तुझे याद रखा है
हर लम्हा
पल भर को भी ना भूलाया है
गोलियां खाके सीने पर
तेरे इश्क का कर्ज चुकाया है
ऐ जाने वतन
मुझे तेरी कसम
मेरी पहली और आखिरी धड़कन तुम हो
हो.. तुम हो
मेरे लाख जन्म हो तुझपे खत्म
मेरे जिस्म की रूह के
पाक सनम, तुम हो
हो.. तुम हो
वापस लौट के आऊंगा मैं
जो रह गया कर्ज चुकाऊंगा मैं
धर्म भी, करम भी
वादा भी, कसम भी, तुम हो
हो.. तुम हो
मेरी जन्नत की खुदाई तुम हो
सारे ज़खामो की दवाई तुम हो
मैं हारा नहीं देखो तो सही
मेरी जीत का लहरता परचम तुम हो
हो.. तुम हो
मेरे खून का एक कतरा
कदमो पे तेरे है बिखारा
इसे रखना समेटे खुद में
मैं जिंदा रहूंगा तुझमें
कभी जिकर चले जो आफका
मेरा नाम भी शामिल रखना
करना सर फखर से उछा
ना आंख में पानी भरना
ऐ जाने वतन
मुझे तेरी कसम
मेरी पहली और आखिरी धड़कन तुम हो
हो.. तुम हो
मेरे लाख जन्म हो तुझपे खत्म
मेरे जिस्म की रूह के
पाक सनम तुम हो
हो.. तुम हो
Tujhe yaad rakha hai
Har lamha
Pal bhar ko bhi naa bhoolaya hai
Goliyan khakar seene par
Tere ishq ka karz chukaya hai
Aye jaane watan
Mujhe teri kasam
Meri pehli aur antim dhadkan tum ho
Ho.. tum ho
Mere lakh janam ho tujhpe khatam
Mere jism ki rooh ke
Pak sanam tum ho
Ho.. tum ho
Wapas laut ke aaunga main
Jo reh gaya karz chukaunga main
Dharm bhi, karam bhi
Wada bhi, kasam bhi tum ho
Ho..!! tum ho
Meri jannat ki khudai tum ho
Saare zakhamo ki dawai tum ho
Main hara nahi dekho toh sahi
Meri jeet ka lahrata parcham tum ho
Ho.. tum ho
Mere khoon ka ek ek katar
Kadamo pe tere hai bikhara
Ise rakhna sametke khud mein
Main zinda rahunga tujhme
Kabhi jikar chale jo afaka
Mera naam bhi shamil rakhna
Karna sar fakar se uchha
Naa aankh mein paani bharna..!!
Aye jaane watan
Mujhe teri kasam
Meri pehli aur antim dhadkan tum ho
Ho.. tum ho
Mere lakh janam ho tujhpe khatam
Mere jism ki rooh ke
Pak sanam tum ho
Ho.. tum ho
Song Details & Credits
| Song | Tum Ho |
|---|---|
| Singer | Papon |
| Movie | Mission Majnu |
| Lyricist | AM Turaz |
| Music | Arko |
| Label | Zee Music Company |
| Video Director | Shantanu Bagchi |
| Starring | Siddharth Malhotra, Rashmika Mandanna. |
| Year | 2022 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Tum Ho
“Tum Ho” is from the movie Mission Majnu, released in 2022.
The lyrics of “Tum Ho” were written by AM Turaz.
“Tum Ho” is sung by Papon.
The music video of “Tum Ho” was directed by Shantanu Bagchi.
The music video of “Tum Ho” features Siddharth Malhotra and Rashmika Mandanna..