Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2022

Tere Saath Hoon Main Lyrics

By Nihal Tauro • Movie: Raksha Bandhan

मेहँदी लगी थी
दुल्हन सजी थी
मेहँदी लगेगी
दुल्हन सजेगी

आँसू छुपाके तेरा
भाई हंसेगा
डोली को कन्धा देगा
और ये कहेगा

तेरे साथ हूँ मैं
तेरे साथ हूँ मैं
तेरे साथ हूँ मैं
तेरे साथ हूँ मैं

वो भोले भले से
खिलौने बुलाये
आ गुडिया की फिर
शादी रचाए

बचपन की बातें
यादों में आये
बेफिक्रीयों के मौसम बताये

मेहँदी लगी थी
दुल्हन सजी थी
मेहँदी लगेगी
दुल्हन सजेगी

आँसू छुपाके तेरा
भाई हंसेगा
डोली को कन्धा देगा
और ये कहेगा

तेरे साथ हूँ मैं
तेरे साथ हूँ मैं
तेरे साथ हूँ मैं
तेरे साथ हूँ मैं

Mehandi Lagi Thi
Dulhan Saji Thi
Mehandi Lagegi
Dulhan Sajegi

Aansu Chhupake Tera
Bhai Hasega
Doli Ko Kandha Dega
Aur Yeh Kahega

Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main

Woh Bhole Bhaale Se
Khilaune Bulaaye
Aur Gudiya Ki Phir
Shaadi Rachaye

Bachpan Ki Baatein
Yaadon Mein Aaye
Befikriyon Ke
Mausam Batayein

Bachpan Ki Baatein
Yaadon Mein Aaye
Befikriyon Ke
Mausam Batayein

Mehandi Lagi Thi
Dulhan Saji Thi
Mehandi Lagegi
Dulhan Sajegi

Aansu Chhupake Tera
Bhai Hasega
Doli Ko Kandha Dega
Aur Yeh Kahega

Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main

Sardiyon Ki Woh Chhat
Degi Gawaahi
Zyada Thi Mastiyan
Thodi Padhayi

Roothna Rooth Ke
Phir Maan Jaana
Pyaar Tha Pyaar Mein
Meethi Ladayi

Aisa Lage Hai Jaise
Baatein Hain Yeh To Kal Ki
Seekhi Kyon Jaane Humne
Itni Baatein Akal Ki

Nasamjhiyon Ko Aaja
Phir Se Bulaye
Bachpan Ke Beete Din Woh
Aa Dhoondh Laayein

Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main

Hosh Tha Naa Koyi
Naa Tha Thikana
Khel The Sach Sabhi
Jhooth Tha Zamana

Fark Tha Naa Koyi
Naa Koyi Doori
Rone Ka Hasne Ka
Ek Tha Bahana

Kagaz Pe Chehra Mera
Phir Se Bana De Tu
Chehre Pe Thedi Mehdi
Aankhein Laga De Tu

Main Bhaagta Hoon
Yaa Phir Aa Ke Tu Chhu Le
Chaukhat Pe Teri Khaatir
Daalunga Jhoole

Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main
Tere Saath Hoon Main

Song Details & Credits
Song Tere Saath Hoon Main
Singer Nihal Tauro
Movie Raksha Bandhan
Lyricist Irshad Kamil
Music Himesh Reshammiya
Label Zee Music Company
Video Director Aanand L Rai
Starring Akshay Kumar, Bhumi Pednekar.
Year 2022
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Tere Saath Hoon Main

“Tere Saath Hoon Main” is from the movie Raksha Bandhan, released in 2022.

The lyrics of “Tere Saath Hoon Main” were written by Irshad Kamil.

“Tere Saath Hoon Main” is sung by Nihal Tauro.

The music video of “Tere Saath Hoon Main” was directed by Aanand L Rai.

The music video of “Tere Saath Hoon Main” features Akshay Kumar and Bhumi Pednekar..