Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2022

Iss Baarish Mein Lyrics

सावन की इक भूली बिसरी कहानी
वो पल वो लम्हे और आँखों का पानी
बादल के शोरो में बारिश की आहट
भीगे लाबो की वो कंपकंपाहट

उन लम्हो को फिर जीने की
फ़रियाद कर रहा हूँ
इस बारिश में मैं बस
तुमको याद कर रहा हूँ

मन को भिगोती अलहड़ ये बूँदें
एहसास में तेरे आँखों को मूंदें
मैं भीगता हूँ छुपाने को आंसू
दिख जाएँ ना ये ज़माने के आंसू

तेरी बातों से अपने दिल को
आबाद कर रहा हूँ
इस बारिश में मैं बस
तुमको याद कर रहा हू

खुशबु लिए आयी गीली हवाएं
कानो में किस्से तेरे गुनगुनाएं
मेरा हाथ थामे मुझे तकते रहना
मेरी फिक्र में रात भार जागते रहना

देखो ज़रा ये इठलाते बादल
कुछ इस कदर थे हम दोनों पागल
मुझे दिल की बातें बताना हैं तुमको
बारिश में कास के भिगाना हैं तुमको

उन लम्हो को फिर जीने की
फ़रियाद कर रही हूँ
इस बारिश में मैं बस
तुमको याद कर रही हूँ

इस बारिश में मैं बस
तुमको याद कर रहा हूँ

Saawan Ki Ik Bhooli Bisri Kahani
Woh Pal Woh Lamhe Aur Aankhon Ka Paani
Badal Ke Shoro Me Baarish Ki Aahat
Bheege Laabo Ki Woh Kanpkanpahat

Un Lamho Ko Phir Jeene Ki
Fariyaad Kar Raha Hoon
Iss Baarish Mein Main Bas
Tumko Yaad Kar Raha Hoon

Maan Ko Bheegoti Alhad Yeh Boondein
Ehsaas Mein Tere Ankhon Ko Moondein
Main Bheegta Hoon Chhupaane Ko Aansu
Dikh Jaayein Na Yeh Zamane Ke Aansu

Teri Baaton Se Apne Dil Ko
Aabaad Kar Raha Hoon
Iss Baarish Mein Main Bas
Tumko Yaad Kar Raha Hoon

Khushbu Liye Aayi Geeli Hawayein
Kaano Mein Kisse Tere Gungunayein
Mera Haath Thame Mujhe Takte Rahna
Meri Fikra Mein Raat Bhaar Jagte Rahna

Dekho Zara Yeh Ithlaate Baadal
Kuch Iss Kadar The Hum Dono Paagal
Mujhe Dil Ki Baatein Batana Hain Tumko
Baarish Mein Kass Ke Bhigaana Hain Tumko

Un Lamho Ko Phir Jeene Ki
Fariyaad Kar Rahi Hoon
Iss Baarish Mein Main Bas
Tumko Yaad Kar Rahi Hoon

Iss Baarish Mein Main Bas
Tumko Yaad Kar Raha Hoon

Song Details & Credits
Song Iss Baarish Mein
Singers Yasser Desai, Neeti Mohan
Movie Iss Baarish Mein
Lyricist Sharad Tripathi
Music Ripul Sharma
Label Saregama Music
Video Director Aditya Vinay Datt
Starring Shaheer Sheikh, Jasmin bhasin
Year 2022
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Iss Baarish Mein

“Iss Baarish Mein” is from the movie Iss Baarish Mein, released in 2022.

The lyrics of “Iss Baarish Mein” were written by Sharad Tripathi.

“Iss Baarish Mein” is sung by Yasser Desai and Neeti Mohan.

The music video of “Iss Baarish Mein” was directed by Aditya Vinay Datt.

The music video of “Iss Baarish Mein” features Shaheer Sheikh and Jasmin bhasin.