Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2022

Hum Nashe Mein Toh Nahin Lyrics

मेरी हरकतें
क्यूँ बदल रही है
जबसे मुझको तू मिली है
तबसे है बड़ी हैरतें

तेरी आहटें
क्यूँ जगा रही है मुझको
सारी सारी रात ले रही हु मैं करवटे

बादल बादल पे चलते
पैदल पैदल है अब ये
पड़ते ज़मीन पे कदम क्यूँ नहीं

हम नशे में हम नशे में
हम नशे में तो नहीं
हम नशे में हम नशे में
हम नशे में तो नहीं

इश्क़ मुमकिन होगा कभी
हम नहीं मानते थे
हां मगर हम तुमको भी
पहले कहां जानते थे

मेरी हसरतें
सिर्फ है ज़रा ज़रा सी इतनी
के नसीब हो मुझे तेरी फ़ुरसते

बादल बादल पे चलते
पैदल पैदल है अब ये
पड़ते ज़मीन पे कदम क्यूँ नहीं

हम नशे में हम नशे में
हम नशे में तो नहीं
हम नशे में हम नशे में
हम नशे में तो नहीं

Meri harkatein
Kyun badal rahi hai
Jabse mujhko tu mili hai
Tabse hai badi hairatein

Teri aahatein
Kyun jaga rahi hai mujhko
Saari saari raat le rahi hu main karvate

Baadal baadal pe chalte
Paidal paidal hai ab ye
Padte zamin pe kadam kyun nahi

Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahi
Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahi

Ishq mumkin hoga kabhi
Hum nahi maante the
Haa magar hum tumko bhi
Pehle kahan jaante the

Meri hasratein
Sirf hai zara zara si itni
Ke naseeb ho mujhe teri fursate

Baadal baadal pe chalte
Paidal paidal hai ab ye
Padte zamin pe kadam kyun nahi

Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahi
Hum nashe mein hum nashe mein
Hum nashe mein toh nahi

Song Details & Credits
Song Hum Nashe Mein Toh Nahin
Singers Arijit Singh, Tulsi Kumar
Movie Bhool Bhulaiyaa 2
Lyricist Amitabh Bhattacharya
Music Pritam
Label T-Series
Video Director Anees Bazmee
Starring Kartik Aaryan, Kiara Advani
Year 2022
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Hum Nashe Mein Toh Nahin

“Hum Nashe Mein Toh Nahin” is from the movie Bhool Bhulaiyaa 2, released in 2022.

The lyrics of “Hum Nashe Mein Toh Nahin” were written by Amitabh Bhattacharya.

“Hum Nashe Mein Toh Nahin” is sung by Arijit Singh and Tulsi Kumar.

The music video of “Hum Nashe Mein Toh Nahin” was directed by Anees Bazmee.

The music video of “Hum Nashe Mein Toh Nahin” features Kartik Aaryan and Kiara Advani.