Dariya Hai Lyrics
तूफां से यारी करे ये
इश्क़ करे ये किनारों से
तूफां किनारों से लेकिन
झूठी झूठी यारी
झूठा झूठा इश्क़
ऊपर से ठहरा है
अंदर से गहरा है
आँखों का धोखा है
ज़िद्दी है ये
बस में नहीं है
ये वक़्त का दरिया
डूबे जो ना उभरे
यादों का है जरिया
ये वक़्त का दरिया
रखता राज़ गहरे
बहे इसपे दुनिया
बहती लहर सा जो
दीखता नज़र से जो
कितना फरेबी
कितना है सच्चा ये
आसान ये लगता है
मुश्किल ये होता है
आँखों का धोखा है
ज़िद्दी है ये
बस में नहीं है
ये वक़्त का दरिया
डूबे जो ना उभरे
यादों का है जरिया
ये वक़्त का दरिया
रखता राज़ गहरे
बहे इसपे दुनिया
ये वक़्त का दरिया.
Toofaan se yaari kare ye
Ishq kare ye kinaaron se
Toofaan kinaaron se lekin
Jhoothi jhoothi yaari
Jhootha jhootha ishq
Upar se thahra hai
Andar se gahra hai
Aankhon ka dhokha hai
Ziddi hai ye
Bas mein nahin hai
Ye waqt ka dariya
Doobe jo naa ubhre
Yaadon ka hai zariya
Ye waqt ka dariya
Rakhta raaz gahre
Bahe ispe duniya
Bahti lahar saa jo
Dikhta nazar se jo
Kitna farebi
Kitna hai saccha ye
Aasaan ye lagta hai
Mushkil ye hota hai
Aankhon ka dhokha hai
Ziddi hai ye
Bas mein nahin hai
Ye waqt ka dariya
Doobe jo naa ubhre
Yaadon ka hai zariya
Ye waqt ka dariya
Rakhta raaz gahre
Bahe ispe duniya
Ye waqt ka dariya.
Song Details & Credits
| Song | Dariya Hai |
|---|---|
| Singers | Clinton Cerejo, Bianca Gomes |
| Movie | Dobaaraa |
| Lyricist | Hussain Haidry |
| Music | Clinton Cerejo, Bianca Gomes |
| Label | Saregama Music |
| Video Director | Anurag Kashyap |
| Starring | Taapsee Pannu, Pavail Gulati. |
| Year | 2022 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Dariya Hai
“Dariya Hai” is from the movie Dobaaraa, released in 2022.
The lyrics of “Dariya Hai” were written by Hussain Haidry.
“Dariya Hai” is sung by Clinton Cerejo and Bianca Gomes.
The music video of “Dariya Hai” was directed by Anurag Kashyap.
The music video of “Dariya Hai” features Taapsee Pannu and Pavail Gulati..