Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2022

Beqaaboo Lyrics

तेरी बाहों में ऐसे खो गये
जैसे खुद से ही रिहा हो गये
देखो अरमान कहे
अपनी हद से बढ़ गये
तेरी बाहों में ऐसे खो गये

ख्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गये
ख्वाबों का जादू जादू

दिल से यूँ लगा तू
बेकाबू हम हो गये
तेरी बाहों में ऐसे खो गये

तेरी रातों में ऐसे खो गये
जैसे दिन से हम खफा हो गये
देखो तारे अनगिने
रग रग में जलने लगे
तेरी रातों में ऐसे खो गये

ख्वाबों का जादू
बेकाबू हम हो गये
ख्वाबों का जादू जादू

दिल से यूँ लगा तू
बेकाबू हम हो गये
तेरी रातों में ऐसे खो गये

चल चल चलते जायें
चल चल चलते जायें
चल चल चलते जायें

ख्वाबों का जादू
बेक़ाबू हम हो गये
ख्वाबों का जादू जादू

दिल से यूँ लगा तू
बेकाबू हम हो गये
तेरी बाहों में ऐसे खो गये.

Teri baahon mein aise kho gaye
Jaise khud se hi riha ho gaye
Dekho armaan kahe
Apni had se badh gaye
Teri baahon mein aise kho gaye

Khwabon ka jaadoo
Beqaaboo hum ho gaye
Khwabon ka jaadoo jaadoo

Dil se yun laga tu
Beqaaboo hum ho gaye
Teri baahon mein aise kho gaye

Teri raaton mein aise kho gaye
Jaise din se hum khafa ho gaye
Dekho taare angine
Rag rag mein jalne lage
Teri raaton mein aise kho gaye

Khwabon ka jaadoo
Bekaaboo hum ho gaye
Khwabon ka jaadoo jaadoo

Dil se yun laga tu
Beqaaboo hum ho gaye
Teri raaton mein aise kho gaye

Chal chal chalte jaayein
Chal chal chalte jaayein
Chal chal chalte jaayein

Khwabon ka jaadoo
Beqaaboo hum ho gaye
Khwabon ka jaadoo jaadoo

Dil se yun laga tu
Bekaaboo hum ho gaye
Teri baahon mein aise kho gaye.

Song Details & Credits
Song Beqaaboo
Singers Shalmali Kholgade, Savera
Movie Gehraiyaan
Lyricist Kausar Munir
Music OAFF, Savera
Label Sony Music India
Video Director Shakun Batra
Starring Deepika Padukone, Siddhant Chaturvedi, Ananya Panday, Dhairya Karwa.
Year 2022
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Beqaaboo

“Beqaaboo” is from the movie Gehraiyaan, released in 2022.

The lyrics of “Beqaaboo” were written by Kausar Munir.

“Beqaaboo” is sung by Shalmali Kholgade and Savera.

The music video of “Beqaaboo” was directed by Shakun Batra.

The music video of “Beqaaboo” features Deepika Padukone, Siddhant Chaturvedi, Ananya Panday and Dhairya Karwa..