Bas Mein Nahi Lyrics
प्यार में बस में नहीं रहता ये दिल
कायदो के ना रहे काबिल
रोज़ ही बाघी हवाओं की तरह
ज़माने से टकराये दिल
प्यार में बस में नहीं रहता ये दिल
कायदो में ना रहे शामिल
डाल के झोला फकीरों की तरह
दीवाने सा हो जाये दिल
इश्क़ में सुकून ऐसा
धुप में मिले जैसा
बरगद के निचे
बरगद के निचे
रूह जानती है रूह
सदियों की वो खुशबू
कुदरत जो सींचे
कुदरत जो सींचे
प्यार में बस में नहीं रहता ये दिल
कायदो के ना रहे काबिल
रोज़ ही बाघी हवाओं की तरह
ज़माने से टकराये दिल.
Pyar mein bas mein nahi rehta ye dil
Kayado ke na rahe kaabil
Roz hi baghi hawaon ki tarah
Zamane se takraye dil
Pyar mein bas mein nahi rehta ye dil
Kayado mein na rahe shamil
Daal ke jhola fakiron ki tarah
Deewane sa ho jaaye dil
Ishq mein sookun aisa
Dhoop mein mile jaisa
Bargad ke niche
Bargad ke niche
Rooh jaanti hai rooh
Sadiyon ki woh khushboo
Kudarat jo sinche
Kudarat jo sinche
Pyar mein bas mein nahi rehta ye dil
Kayado ke na rahe kaabil
Roz hi baghi hawaon ki tarah
Zamane se takraye dil.
Song Details & Credits
| Song | Bas Mein Nahi |
|---|---|
| Singer | Clinton Cerejo |
| Movie | Love Hostel |
| Lyricist | Siddhant Kaushal |
| Music | Clinton Cerejo, Bianca Gomes |
| Label | Zee Music Company |
| Video Director | Shanker Raman |
| Starring | Bobby Deol, Vikrant Massey, Sanya Malhotra, Raj Arjun. |
| Year | 2022 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Bas Mein Nahi
“Bas Mein Nahi” is from the movie Love Hostel, released in 2022.
The lyrics of “Bas Mein Nahi” were written by Siddhant Kaushal.
“Bas Mein Nahi” is sung by Clinton Cerejo.
The music video of “Bas Mein Nahi” was directed by Shanker Raman.
The music video of “Bas Mein Nahi” features Bobby Deol, Vikrant Massey, Sanya Malhotra and Raj Arjun..