Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2022

Baarishon Mein Lyrics

इतना तेरा इंतज़ार किया
दिल को खफा सौ बार किया
तुझसे वफ़ा मैंने की इस कदर
तेरी जुदाई से प्यार किया

टूट जायें जो रिश्ते
लाज़मी तो नहीं ये
के दिलों से मोहब्बत
हो ख़तम

बारिशों में जब
याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं
मुस्कुराते है ग़म

मैं ज़मीन की तरह
तरसा हूँ प्यार को
बादलों की तरह
लौट आओ सनम

बारिशों में जब
याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं
मुस्कुराते है ग़म

छोड़ के मुझको जहाँ बैठे हो
कैसा वहां नज़ारा लगता है

छोड़ के मुझको जहाँ बैठे हो
कैसा वहां नज़ारा लगता है
तोड़ के पैरों में जो रखा है
वो दिल हमारा लगता है

जानता हूँ मैं यूं तो
तुम कभी ना मिलोगे
फिर भी तुमको ही ढूंढें
ये कदम

बारिशों में जब
याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं
मुस्कुराते है ग़म

मैं ज़मीन की तरह
तरसा हूँ प्यार को
बादलों की तरह
लौट आओ सनम

बारिशों में जब
याद आते हो तुम
भीग जाता हूँ मैं
मुस्कुराते है ग़म

Itna tera intezaar kiya
Dil ko khafa sau baar kiya
Tujhse wafa maine ki iss kadar
Teri judaai se pyar kiya

Toot jaayein jo rishte
Laazmi toh nahi yeh
Ke dilon se mohabbat
Ho khatam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham

Main zameen ki tarah
Tarsa hoon pyar ko
Badlon ki tarah
Laut aao sanam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham

Chhod ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazara lagta hai

Chhod ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazara lagta hai
Tod ke pairon mein jo rakha hai
Woh dil humara lagta hai

Jaanta hoon main yoon toh
Tum kabhi na miloge
Phir bhi tumko hi dhoondhe
Yeh kadam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham

Main zameen ki tarah
Tarsa hoon pyar ko
Badlon ki tarah
Laut aao sanam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hoon main
Muskurate hai gham

Song Details & Credits
Song Baarishon Mein
Singers Darshan Raval, Deepanshi Nagar
Movie Baarishon Mein
Lyricist Gurpreet Saini, Gautam G Sharma
Music Anmol Daniel
Label Sony Music India
Starring Darshan Raval, Malvika Sharma
Video Director Arif Khan
Year 2022
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Baarishon Mein

“Baarishon Mein” is from the movie Baarishon Mein, released in 2022.

The lyrics of “Baarishon Mein” were written by Gurpreet Saini, Gautam G Sharma.

“Baarishon Mein” is sung by Darshan Raval and Deepanshi Nagar.

The music video of “Baarishon Mein” was directed by Arif Khan.

The music video of “Baarishon Mein” features Darshan Raval and Malvika Sharma.