Tip Tip Lyrics
आ हा आहा हा हा
आ हा हा आ हा
टिप टिप बरसा पानी
टिप टिप बरसा पानी
पानी ने आग लगायी
आग लगी दिल में तो
दिल को तेरी याद आयी
तेरी याद आयी तो
जल उठा मेरा भीगा बदन
अब तू ही बता ओ सजन
मैं क्या करूं?
धिनिक धिन धा
धिनिक धिन
धिनिक धिन
धिनिक धिन
धिनिक धिन धा
डू डू डू
डूबा दरिया में
खड़ा मैं साहिल पर
तू बिजली बनकर
गिरी मेरे दिल पर
चली ऐसी ये पागल पवन
मैं क्या करूं?
धिनिक धिन धा
टिप टिप बरसा पानी
पानी ने आग लगायी
आग लगी दिल में तो
दिल को तेरी याद आयी
तेरी याद आयी तो
छा गया मुझपे दीवानापन
मेरे बस में नहीं मेरा मन
मैं क्या करूं?
आ हा आहा हा हा
आ हा हा आ हा
Aa haa aaha haa haa
Aa haa haa aa haa
Tip tip barsa pani
Tip tip barsa pani
Pani ne aag lagayi
Aag lagi dil mein toh
Dil ko teri yaad aayi
Teri yaad aayi toh
Jal utha mera bheega badan
Ab tu hi bata o sajan
Main kya karoon?
Dhinik dhin dha
Dhinik dhin
Dhinik dhin
Dhinik dhin
Dhinik dhin dha
Doo doo doo
Dooba dariya mein
Khada main saahil par
Ho dooba dariya mein
Khada main saahil par
Tu bijlee bankar
Giri mere dil par
Chali aisi yeh pagal pavan
Main kya karoon?
Dhinik dhin dha
Tip tip barsa pani
Pani ne aag lagayi
Aag lagi dil mein toh
Dil ko teri yaad aayi
Teri yaad aayi toh
Chha gaya mujhpe deewanapan
Mere bas mein nahi mera mann
Main kya karoon?
Aa haa aaha haa haa
Aa haa haa aa haa
Song Details & Credits
| Song | Tip Tip |
|---|---|
| Singers | Udit Narayan, Alka Yagnik |
| Movie | Sooryavanshi |
| Lyricist | Anand Bakshi, Tanishk Bagchi |
| Music | Viju Shah |
| Label | T-Series |
| Video Director | Rohit Shetty |
| Starring | Akshay Kumar, Katrina Kaif |
| Year | 2021 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Tip Tip
“Tip Tip” is from the movie Sooryavanshi, released in 2021.
The lyrics of “Tip Tip” were written by Anand Bakshi, Tanishk Bagchi.
“Tip Tip” is sung by Udit Narayan and Alka Yagnik.
The music video of “Tip Tip” was directed by Rohit Shetty.
The music video of “Tip Tip” features Akshay Kumar and Katrina Kaif.