Skip to content

Let The Eyes Talk Lyrics

by KingAlbum: The Carnival·2020

Let The Eyes Talk Lyrics

Tere chehre ko, meri aankho mein
Aaj rehne de, kuch kehne de

Tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi

Ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
To kabhi mujhe apna bana ke rakh le
Ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
To kabhi mujhe apna bana ke rakh le

Waqt mile mujhe kabhi sunn jana
Jazbaat hain ye nazm bahana
Sach baat hai ye main tera deewana
Aur darta nahi

Main duniya walo se thoda alag meri jaan
Na tere liye sochta galat meri jaan
Jo tere sang dekha maine ek sapna
Bas tere mera saath rahe dil dukhe na

Mujhe kuch ni lena hai is duniya se
Tu aake duniya bana meri
Jo kahe kadmo pe rakh main tere
Tu aake bas banja meri

Par tu aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi

Ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
To kabhi mujhe apna bana ke rakh le
Ho kabhi meri dhun tu laga ke nachle
To kabhi mujhe apna bana ke rakh le

Log kehte tere bina changge haal mere
Taura lit poora mauj saalon saal le rahe
Tanha raaton mein likhte fasaane
Par tum sunte nahi

Kyu aisa karti ho mere sath meri jaan
Ye tere liye rakha dil saaf meri jaan
Jo tere sang dekha maine ek sapna
Aisa pyar rahe dooriya bhi chubhe na

Mujhe kuch nahi lena hai is duniya se
Tu aake duniya bana meri
Jo kahe kadmo pe rakh doon main tere
Tu aake bas banja meri

Par tu aankho se kabhi
Baatein karti nahi
Ho tu bhi aankho se kabhi
Baatein karti nahi

Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Ho kabhi mujhe apna bana ke rakh le
Ho kabhi meri dhun tu lagake nachle
Toh kabhi mujhe apna bana ke rakh le

Tere chehre ko, meri aankho mein
Aaj rehne de, kuch kehne de

Song details & credits

SongLet The Eyes Talk
SingerKing
AlbumThe Carnival
LyricistKing
MusicKing
LabelKing
Year2020
LanguageHindi

Frequently Asked Questions

Which album is "Let The Eyes Talk" from and when was it released?
“Let The Eyes Talk” is from the album The Carnival, released in 2020.
Who wrote the lyrics of "Let The Eyes Talk" song?
The lyrics of “Let The Eyes Talk” were written by King.
Who is the singer of "Let The Eyes Talk" song?
“Let The Eyes Talk” is sung by King.