Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics
Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics
वो भी क्या दिन थे यार, तुम्हें देखकर सारी यादें ताज़ा हो गयी
तुम्हारे गले खनक और आयात की पायल की छनक पूरा मोहल्ला गूँज उठा था..
दिल लगा भी लिया
इश्क़ भी कर लिया
चाँदनी रात में
हमने तारे गिने
दिल लगा भी लिया
इश्क़ भी कर लिया
चाँदनी रात में
हमने तारे गिने
ख़्वाब जैसा कोयी
ख़्वाब थी ज़िंदगी
नींद टूटी तो
आया समझ ये हमें
राह वो जिसपे मैं चल रहा था
उसकी कोई भी मंज़िल नहीं है
बेवफ़ा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
बेवफ़ा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
बेवफ़ा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
ख़ूबसूरत बहुत है तू लेकिन
दिल लगाने के क़ाबिल नहीं है
बेवफ़ा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
हो मेरी यादों से तू आज तक ना गया
आँख में बारिशें तेरी मौजूद है
मेरी यादों से तू आज तक ना गया
आँख में बारिशें तेरी मौजूद है
आज भी महफ़िलों में तेरे और मेरे
नाम पहले की तरह ही मशहूर है
मेरे बरबादियों की वज़ह में
कहते हैं की तू शामिल नहीं है
क़त्ल बाज़ार में हो चुका हूँ
फिर भी तू मेरा क़ातिल नहीं है
बेवफ़ा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
कभी इक ओर कभी उस ओर चले जाते हो
मोहब्बत हमसे वफ़ा ग़ैरों से ये हुनर कहाँ से लाते हो
करवट बदल लेता हूँ मैं आजकल जो कभी मेर ख़्वाबों में तूम चले आते हो..
झूठी वफ़ाओं की झूठी कहनी
है तूने सुनायी मुझे
मेरे लिए तो ख़ुदा भी था झूठा
मैं सच मान बैठा तुझे
झूठी वफ़ाओं की झूठी कहनी
है तूने सुनायी मुझे
मेरे लिए तो ख़ुदा भी था झूठा
मैं सच मान बैठा तुझे
सारे के सारे ज़ख़्म हैं सम्भाले
जो तूने दिए थे मुझे
अब धड़कता है सीने में मेरे
है वो पत्थर कोयी दिल नहीं है
ज़िंदगी भर जिसे मैंने चाहा
ज़िंदगी भर जिसे मैंने चाहा
मरके भी मुझको हासिल नहीं है
बेवफ़ा तेरा मासूम चेहरा
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
भूल जाने के क़ाबिल नहीं है
Wo bhi kya din the yaar, tumhein dekhkar saari yaadein taaza ho gayi
Tumhare gale khanak aur aayaat ki paayal ki chhanak pura mohalla goonj utha tha..
Dil laga bhi liya
Ishq bhi kar liya
Chaandni raat mein
Humne taare gine
Dil laga bhi liya
Ishq bhi kar liya
Chaandni raat mein
Humne taare gine
Khvaab jaisa koyi
Khvaab thi zindagi
Neend tooti to
Aaya samajh ye humein
Raah wo jispe main chal raha tha
Uski koi bhi manzil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Khubsoorat bahut hai tu lekin
Dil lagaane ke qaabil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Ho meri yaadon se tu aaj tak naa gaya
Aankh mein baarishein teri mojud hai
Meri yaadon se tu aaj tak naa gaya
Aankh mein baarishein teri mojud hai
Aaj bhi mahfilon mein tere aur mere
Naam pehle ki tarah hi mashhoor hai
Mere barbaadiyon ki vazah mein
Kehte hain ki tu shaamil nahi hai
Qatl bazaar mein ho chuka hoon
Phir bhi tu mera qaatil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Kabhi ik or kabhi us or chale jaate ho
Mohabbat humse wafa ghairon se ye hunar kahan se late ho
Karvat badal leta hoon main aajkal jo kabhi mer khwaabon mein toom chale aate ho..
Jhoothi wafaaon ki jhoothi kehni
Hai tune sunaayi mujhe
Mere liye to khuda bhi tha jhootha
Main sach maan baitha tujhe
Jhoothi wafaaon ki jhoothi kehni
Hai tune sunaayi mujhe
Mere liye to khuda bhi tha jhootha
Main sach maan baitha tujhe
Saare ke saare zakham hain sambhale
Jo tune diye the mujhe
Ab dhadakta hai seene mein mere
Hai wo patthar koyi dil nahi hai
Zindagi bhar jise maine chaha
Zindagi bhar jise maine chaha
Marke bhi mujhko haasil nahi hai
Bewafa tera masoom chehra
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
Bhul jaane ke qaabil nahi hai
What a day those were, friend. Seeing you brought back all the memories.
The sound of your throat and the sound of Aayat's anklets echoed in the entire locality.
I took it to heart
even fell in love
in the moonlight night
we counted the stars
I took it to heart
even fell in love
in the moonlight night
we counted the stars
someone like a dream
life was a dream
if you lose your sleep
we understood this
the path i was walking on
he has no destination
You fool, your innocent face
not worth forgetting
You fool, your innocent face
not worth forgetting
You fool, your innocent face
not worth forgetting
you are very beautiful but
not worthy of affection
You fool, your innocent face
not worth forgetting
not worth forgetting
Yes, you have not gone from my memories till date
You are present in the eyes of the rains
You have not gone from my memories till date
You are present in the eyes of the rains
Even today in the gatherings of you and me
The name is as famous as ever
because of my destruction
They say you are not included
I have been murdered in the market
Still you are not my murderer
You fool, your innocent face
not worth forgetting
not worth forgetting
sometimes you go one way, sometimes you go that way
Where do you get these skills of love and loyalty from others?
I change sides these days whenever you come into my dreams.
false words of false loyalty
you told me
Even God was a liar for me
I believe you to be true
false words of false loyalty
you told me
Even God was a liar for me
I believe you to be true
Healed all the wounds
which you gave me
Now it beats in my chest
That stone is not a heart
The one I loved all my life
The one I loved all my life
I can't achieve anything even after dying
You fool, your innocent face
not worth forgetting
not worth forgetting
not worth forgetting
Song details & credits
| Song | Bewafa Tera Masoom Chehra |
|---|---|
| Singer | Jubin Nautiyal |
| Album | Bewafa Tera Masoom Chehra |
| Lyricist | Rashmi Virag |
| Music | Rochak Kohli |
| Label | T-Series |
| Starring | Shruti Tuli |
| Year | 2020 |
| Language | Hindi |




