Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2016

Teri Fariyaad Lyrics

अब कोई आस न उम्मीद
बची हो जैसे
अब कोई आस न उम्मीद
बची हो जैसे
तेरी फरियाद माँ ग रे
मुझमे दबी हो जैसे

जागते जागते इक उम्र कटी हो जैसे
जागते जागते इक उम्र कटी हो जैसे
अब कोई आस न उम्मीद
बची हो जैसे.

रस्ते चलते हैं
मगर पाऊँ थामे लगते हैं

हम भी इस बर्फ के मंज़र में
जमे लगते हैं

जान बाकी है मगर सांस रुकी हो जैसे.

वक़्त के पास लतीफ़े भी हैं
मरहम भी है
क्या करूँ मैं के मेरे दिल में
तेरा ग़म भी है.

मेरी हर सांस

तेरे नाम लिखी हो जैसे
कोई फरियाद तेरे दिल में
दबी हो जैसे.

किसको नाराज़ करून
किस से खफा हो जाऊं
अक्स हैं दोनों मेरे
किस से जुड़ा हो जाऊं

मुझसे कुछ तेरी नज़र पूछ
रही हो जैसे.

रात कुछ ऐसी काटि है के
सेहर ही न मिली
जिस्म से जान के निकलने
खबर ही ना मिली.

ज़िन्दगी तेज़ बोहत तेज़ चलि हो जैसे
ज़िन्दगी तेज़ बोहत तेज़ चलि हो जैसे

कैसे बिछड़ूँ के वो
मुझमे ही कहीं रहता है
उस से जब बचके गुजरता हूँ
तोह ये लगता है

वो नज़र छुपके मुझे देख रही हो जैसे..

Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Teri fariyad ma ga re
Mujhme dabi ho jaise,

Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise.

Raste chalte hain
Magar paaon thame lagte hain,

Hum bhi is barf ke manzar mein
Jame lagte hain,

Jaan baaki hai magar saans ruki ho jaise.

Waqt ke paas latife bhi hain
Marham bhi hai
Kya karoon main ke mere dil mein
Tera gham bhi hai.

Meri har saans
Tere naam likhi ho jaise
Koi fariyad tere dil mein
Dabi ho jaise.

Kisko naraaz karoon
Kis se khafa ho jaoon
Aks hain dono mere
Kis se judaa ho jaoon,

Mujhse kuch teri nazar pooch
Rahi ho jaise.

Raat kuch aisi kati hai ke
Sehar hi na mili
Jism se jaan ke nikalne
Khabar hi naa mili.

Zindagi tez bohat tez chali ho jaise
Zindagi tez bohat tez chali ho jaise

Kaise bichdoon ke wo
Mujhme hi kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai,

Wo nazar chhupke mujhe dekh rahi ho jaise..

Song Details & Credits
Song Teri Fariyaad
Singers Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj
Movie Tum Bin 2
Lyricist Manoj Muntashir, Shakeel Azmi
Music Ankit Tiwari
Label T-Series
Video Director Anubhav Sinha
Starring Neha Sharma, Aditya Seal, Ashim Gulati.
Year 2016
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Teri Fariyaad

“Teri Fariyaad” is from the movie Tum Bin 2, released in 2016.

The lyrics of “Teri Fariyaad” were written by Manoj Muntashir, Shakeel Azmi.

“Teri Fariyaad” is sung by Jagjit Singh and Rekha Bhardwaj.

The music video of “Teri Fariyaad” was directed by Anubhav Sinha.

The music video of “Teri Fariyaad” features Neha Sharma, Aditya Seal and Ashim Gulati..