Jal Rahin Hain Lyrics
जल रही है चिता
साँसों में है धुआँ
फिर भी आस मन में है जगी
भोर होगी क्या, कभी यहाँ
पूछती यही ये बेड़ियाँ
देख तो.. कौन है ये
माहिस्हमति सामराज्यम
सर्वोत्तम अजेयम
दसो दिशाएं आके अब
सब इसको करते प्रणाम
खुशाली वैभवशाली
समृधियाँ निराली
धन्य धन्य है यहाँ प्रजा
शक्ति का, ये स्वर्ग था
घन गरज जो कितके यहाँ
दिग दिगंत में, है कहाँ
शीश तो यहाँ झुका ज़रा
यशस्वीनी है ये धरा
माहिष्मति की पताका
सदा यूँही गगन चूमे
अश्वदेव और सूर्यदेव मिलके
स्वर्ग सिंघासन विराजे..
Jal Rahin Hai Chita
Saanson Mein Hai Dhuaa
Phir Bhi Aas Mann Mein Hai Jagi
Bhor Hogi Kya Kabhi Yaha
Puchhti Yahi Ye Bediya
Dekh Toh Kaun Hai Yeh
Mahishmati Saamrajyam
Sarwottam Ajeyam
Dasho Dishaayein Aake Aaj
Sab Isko Karte Pranam
Khush-Haali Vaibhavshaali
Samridhiyaa Nirali
Dhanya Dhanya Hai Yaha Praja
Shakti Ka Yeh Swarg Tha
Ghan Garaj Jo Kirti Ki Yaha
Sheesh Toh Yaha Jhuka Zara
Yashashwini Hai Yeh Dhara
Maahishmati Ki Pataka Sada Yunhi
Gagan Chume..
Ashwadev Aur Surya Dev Milke
Swarg Sinhasan Viraje..
Song Details & Credits
| Song | Jal Rahin Hain |
|---|---|
| Singer | Kailash Kher |
| Movie | Baahubali: The Beginning |
| Lyricist | Manoj Muntashir |
| Music | M. M. Keeravani |
| Label | Zee Music Company |
| Video Director | S. S. Rajamouli |
| Starring | Prabhas, Anushka, Rana, Tamannaah |
| Year | 2015 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Jal Rahin Hain
“Jal Rahin Hain” is from the movie Baahubali: The Beginning, released in 2015.
The lyrics of “Jal Rahin Hain” were written by Manoj Muntashir.
“Jal Rahin Hain” is sung by Kailash Kher.
The music video of “Jal Rahin Hain” was directed by S. S. Rajamouli.
The music video of “Jal Rahin Hain” features Prabhas, Anushka, Rana and Tamannaah.