Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2015

Ho Gaya Hai Pyar Lyrics

हो गया है प्यार तुमसे
तुम्ही से एक बार फिर से
बोलो अब क्या करें
बोलो क्या करें

हो गया है प्यार तुमसे
तुम्ही से एक बार फिर से
बोलो अब क्या करें
बोलो क्या करें

पिछले मौसम से
धुप के कुछ किस्से
दिल जा के ले आये
और हमको सुनाये
बीती उन् रातों में जा जाके जागे
पहली दफा जैसे तुम पे फिर से जाम रे

हो गया है प्यार तुमसे
तुम्ही से एक बार फिर से
बोलो अब क्या करें
बोलो क्या करें

हो हो…आ हा…
बोलो क्या करें
नसीहतें न मानी
अपने बुने कहानी
मश्वरे न माने
क्या क्या करे बहाने
दिल रुई का रेशा
तू हवा जैसे
तेरी तरफ़ ही उदय
पहली दफा जैसे तुम पे फिर से जाम रे

हो गया है प्यार तुमसे
तुम्ही से एक बार फिर से
बोलो अब क्या करें
बोलो क्या करें

हो गया है प्यार तुमसे
तुम्ही से एक बार फिर से
बोलो अब क्या करें
बोलो क्या करें.

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein

Pichle mausam se
Dhoop ke kuch qisse
Dil jaa ke le aaye
Aur humko sunaaye
Beeti unn raaton mein jaa jaake jaage
Pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein

Ho ho…aa ha…
Bolo kya karein
Naseehatein na maani
Apne bune kahaani
Mashvare na maane
Kya kya kare bahaane
Dil rui ka resha
Tu hawaa jaisa
Teri taraf hi udey
Pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein

Ho gaya hai pyar tumse
Tumhi se ek baar phir se
Bolo ab kya karein
Bolo kya karein.

Song Details & Credits
Song Ho Gaya Hai Pyar
Singer Dev Negi
Movie Tanu Weds Manu Returns
Lyricist Rajshekhar
Music Krsna
Label Eros Now
Video Director Aanand L. Rai
Starring Kangana Ranaut, Madhavan.
Year 2015
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Ho Gaya Hai Pyar

“Ho Gaya Hai Pyar” is from the movie Tanu Weds Manu Returns, released in 2015.

The lyrics of “Ho Gaya Hai Pyar” were written by Rajshekhar.

“Ho Gaya Hai Pyar” is sung by Dev Negi.

The music video of “Ho Gaya Hai Pyar” was directed by Aanand L. Rai.

The music video of “Ho Gaya Hai Pyar” features Kangana Ranaut and Madhavan..