Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2015

Aayat Lyrics

तुझे याद कर लिया है
तुझे याद कर लिया है
आयत की तरह
कायम तू हो गयी है
कायम तू हो गयी है
रिवायत की तरह

तुझे याद कर लिया है
मरने तलक रहेगी
मरने तलक रहेगी
तू आदत की तरह

तुझे याद कर लिया है
ओ तुझे याद कर लिया है
आयत की तरह

ये तेरी और मेरी
मोहब्बत हायत है
हर लम्हा इसमें जीना
मुकद्दर की बात है

कहती है इश्क़ दुनिया जिसे
कहती है इश्क़ दुनिया जिसे
मेरी जान-इ-मैं
इस एक लफ्ज़ में ही
छुपी क़ायनात है..

मेरे दिल की राहटों का तू
जरिया बन गयी है
तेरी इश्क़ कि मेरे दिल में
कई ईद मन्न गयी है

तेरा ज़िक्र हो रहा है
तेरा ज़िक्र हो रहा है
इबादत की तरह

तुझे याद कर लिया है
ओ तुझे याद कर लिया है
आयत की तरह

हम्म…

Tujhe yaad kar liya hai
Tujhe yaad kar liya hai
Aayat ki tarah
Kaayam tu ho gayi hai
Kaayam tu ho gayi hai
Rivayat ki tarah

Tujhe yaad kar liya hai
Marne talak rahegi
Marne talak rahegi
Tu aadat ki tarah

Tujhe yaad kar liya hai
O tujhe yaad kar liya hai
Aayat ki tarah

Ye teri aur meri
Mohabbat hayat hai
Har lamha isme jeena
Muqaddar ki baat hai

Kehti hai ishq duniya jise
Kehti hai ishq duniya jise
Meri jaan-e-mann
Iss ek lafz mein hi
Chhupi qaaynaat hai..

Mere dil ki raahaton ka tu
Zariya ban gayi hai
Teri ishq ki mere dil mein
Kayi eid mann gayi hai

Tera zikr ho raha hai
Tera zikr ho raha hai
Ibaadat ki tarah

Tujhe yaad kar liya hai
O tujhe yaad kar liya hai
Aayat ki tarah

Hmm…

Song Details & Credits
Song Aayat
Singers Altamash Faridi, Arijit Singh, Farhan Sabri, Mujtaba Aziz Naza, Shadab Faridi
Movie Bajirao Mastani
Lyricist A.M. Turaz
Music Sanjay Leela Bhansali
Label Eros Music
Video Director Sanjay Leela Bhansali
Starring Ranveer Singh, Deepika Padukone, Priyanka Chopra
Year 2015
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Aayat

“Aayat” is from the movie Bajirao Mastani, released in 2015.

The lyrics of “Aayat” were written by A.M. Turaz.

“Aayat” is sung by Altamash Faridi, Arijit Singh, Farhan Sabri, Mujtaba Aziz Naza and Shadab Faridi.

The music video of “Aayat” was directed by Sanjay Leela Bhansali.

The music video of “Aayat” features Ranveer Singh, Deepika Padukone and Priyanka Chopra.