Kaafi Nahi Hai Chaand Lyrics
हा हा हा हा
काफी नहीं है चाँद
हमारे लिए अभी
आँखें तरस रहीं
हैं तुम्हारे लिए अभी
हम तनहा बेक़रार
नहीं इंतज़ार में
हम तनहा बेक़रार
नहीं इंतज़ार में
इन्तेज़ारमें
यह रात भी रुकी है
तुम्हारे लिएअभी
काफी नहीं है चाँद
हमारे लिए अभी
जा के सोये सोये जागे
मंज़र हैं सब
यह ख्वाब के
हो पूछो आके
हममममुस्कुरा के
दिल में हूँ क्या क्या दाब के
बदमाशियां बेहिसाब
अंगडाईऑन बेहिजाब
बेबाक जज़्बात
हैं सारे आहा हा
हम तनहा बेक़रार
नहीं इंतज़ार में
हम तनहा बेक़रार
नहीं इंतज़ार में
इन्तेज़ारमें
बेचैन हर कोई है
तुम्हारे लिए अभी
काफी नहीं है
चाँद हमारे लिए अभी
सांसें मेरी अब हैं तेरी
मधेशियों की
क़ैद में हाँ
है जो तारी बेक़रारी
जाने कहाँ जाके थामे
शोलों पे करके सफर
खुशबु से हो कर बदर
ओलों में लिपटे थे
शराराहा ओहो
हम तनहा बेक़रार
नहीं इंतज़ार में
हम तनहा बेक़रार
नहीं इंतज़ार में
इन्तेज़ारमें
बदमस्त वक़्त भी है
तुम्हारे लिए अभी
हा हा हा काफी नहीं है
चाँद हमारे लिए अभी.
Haha ha ha ha ha
Kaafi nahi hai chaand
Hamaare liye abhi
Aankhein taras rahin
Hain tumhaare liye abhi
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Intezaarmein
Yeh raat bhi ruki hai
Tumhaare liyeabhi
Kaafi nahi hai chaand
Hamaare liye abhi
Ja ke soye soye jaage
Manzar hain sab
Yeh khwaab ke
Ho poochho aake
Hmmmmuskura ke
Dil mein hoon kya kya daab ke
Badmaashiyaan behisaab
Angdaayian behijaab
Bebaak jazbaat
Hain saare aaha ha
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Intezaarmein
Bechain har koi hai
Tumhaare liye abhi
Kaafi nahin hai
Chand hamare liye abhi
Saansein meri ab hain teri
Madhoshiyon ki
Qaid mein haan
Hai jo taari beqaraari
Jaane kahaan jaake thame
Sholon pe karke safar
Khushbu se ho kar badar
Olon mein lipte tthe
Sharaareaaha oho
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Intezaarmein
Badmast waqt bhi hai
Tumhaare liye abhi
Ha ha ha kaafi nahi hai
Chaand hamaare liye abhi.
Song Details & Credits
| Song | Kaafi Nahi Hai Chaand |
|---|---|
| Singer | Asha Bhosle |
| Movie | Revolver Rani |
| Lyricist | Shaheen Iqbal |
| Music | Sanjeev Srivastava |
| Label | T-Series |
| Video Director | Sai Kabir |
| Starring | Kangana Ranaut, Vir Das, Piyush Mishra |
| Year | 2014 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Kaafi Nahi Hai Chaand
“Kaafi Nahi Hai Chaand” is from the movie Revolver Rani, released in 2014.
The lyrics of “Kaafi Nahi Hai Chaand” were written by Shaheen Iqbal.
“Kaafi Nahi Hai Chaand” is sung by Asha Bhosle.
The music video of “Kaafi Nahi Hai Chaand” was directed by Sai Kabir.
The music video of “Kaafi Nahi Hai Chaand” features Kangana Ranaut, Vir Das and Piyush Mishra.