Dil Ka Mizaaj Ishqiya Lyrics
Dil Ka Mizaaj Ishqiya Lyrics
रुक रुक के कहते हैं
झुक झुक के रहते हैं
रुक रुक के कहते हैं
झुक झुक के रहते हैं
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
तन्हा हैं लोगों में
लोगों में तन्हाई
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
चोटें भी खाए और गुनगुनाये
ऐसा ही था ये
ऐसा ही है ये
मस्ती में रहता है
मस्ताना सौदाई
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
शर्मीला शर्मीला
परदे में रहता है
दर्दों के छोंके भी
चुपके से सहता है
निकलता नहीं है गली से कभी
निकल जाए तो दिल भटक जाता है
अरे बच्चा है
आखिर बहक जाता है
ख़्वाबों में रहता है
बचपन से हरजाई
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
गुस्से में बल खाना
ग़ैरों से जल जाना
मुस्क़िल में आए तो
वादों से ताल जाना
उलझने कि इसको यूँ आदत नहीं
मगर बेवफारी शराफत नहीं
उई जज़बाती हो के छलक जाता है
इश्क़ में होती है थोड़ी सी गरमाई
दिल का मिज़ाज इश्क़िया
अरे दिल का मिज़ाज इश्क़िया
रुक रुक के इश्क़िया
झुक झुक के इश्क़िया
रुक रुक के कहते हैं
कहते हैं…
झुक झुक के रहते हैं
रहते हैं…
इश श इश्क़िया…
Ruk ruk ke kehte hain
Jhuk jhuk ke rehte hain
Ruk ruk ke kehte hain
Jhuk jhuk ke rehte hain
Dil ka mizaaj ishqiya
Dil ka mizaaj ishqiya
Tanha hain logon mein
Logon mein tanhaayi
Dil ka mizaaj ishqiya
Choten bhi khaaye aur gungunaaye
Aisa hi tha ye
Aisa hi hai ye
Masti mein rehta hai
Mastana saudaai
Dil ka mizaaj ishqiya
Sharmeela sharmeela
Parde mein rehta hai
Dardon ke chhonke bhi
Chupke se sehta hai
Nikalta nahi hai gali se kabhi
Nikal jaaye to dil bhatak jaata hai
Are bachcha hai
Aakhir bahak jaata hai
Khwaabon mein rehta hai
Bachpan se harjai
Dil ka mizaaj ishqiya
Dil ka mizaaj ishqiya
Gusse mein bal khaana
Ghairon se jal jaana
Musqil mein aaye to
Vaadon se taal jaana
Ulajhne ki isko yun aadat nahi
Magar bevphaari sharafat nahi
Ui jazbaati ho ke chhalak jaata hai
Ishq mein hoti hai thodi si garmaayi
Dil ka mizaaj ishqiya
Are dil ka mizaaj ishqiya
Ruk ruk ke ishqiya
Jhuk jhuk ke ishqiya
Ruk ruk ke kehte hain
Kehte hain…
Jhuk jhuk ke rehte hain
Rehte hain…
Ish sha ishqiya…
say intermittently
live in a crouched position
say intermittently
live in a crouched position
mood of heart love
mood of heart love
lonely among people
loneliness among people
mood of heart love
get hurt and still hum
it was like this
it's like this
remains in fun
Mastana Saudai
mood of heart love
shy shy
remains behind the scenes
even moments of pain
suffers in secret
never comes out of the street
If you leave then your heart goes astray
hey it's a child
finally gets carried away
lives in dreams
Harjai since childhood
mood of heart love
mood of heart love
eating in anger
get jealous of strangers
If you get into trouble
breaking promises
He is not used to getting into trouble like this.
but disloyalty is not decency
It overflows with emotion
There is a little warmth in love
mood of heart love
Hey the mood of the heart is love
Ruk Ruk Ke Ishqiya
Jhook Jhook Ke Ishqiya
say intermittently
It is said…
live in a crouched position
live…
Ish sh ishqiya…
Song details & credits
| Song | Dil Ka Mizaaj Ishqiya |
|---|---|
| Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
| Movie | Dedh Ishqiya |
| Lyricist | Gulzar |
| Music | Vishal Bhardwaj |
| Label | Shemaroo |
| Starring | Naseeruddin Shah, Arshad Warsi, Madhuri Dixit, Huma Qureshi |
| Year | 2014 |
| Language | Hindi |



