Yeh Jo Halki Halki Khumariya Lyrics
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
है मोहब्बतें की तैयारियां ा आ
कैसे कहूँ कैसे भला रोके
तू मुझको गुनाहों से हाय
रोके तू मुझको गुनाहों से
पीते जाओ मैं तोह यारा
तेरी इन् बेहकी निगाहों से हाय
तेरी इन् बेहकी निगाहों से
अब जो गलत था
वो भी सही है
बेहोश भी हूँ
पी भी नहीं है हाय
यह जो हल्की हल्की
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
है मोहब्बतें की तैयारियां
है मोहब्बतें की तैयारियां
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
कैसे कहूँ कैसे बाला रोके
तू मुझको गुनाहों से हाय
रोके तू मुझको गुनाहों से
छुपते छुपाते झूमे
ज़ुल्फ़े लबों को चूम
छुपते छुपाते झूमे
ज़ुल्फ़े लबों को चूम
उफ़ तेरी शैतानियाँ
सर पे चढ़ाया इन्हे
इतना बनाया इन्हें
उफ़ हुई दीवाणियां
मुझपे यूँ हस्ति है
यह ज़ुल्फ़ें क्यों
मेरी तरह मस्ती है
अब जो गलत था
वो भी सही है
बेहोश भी हूँ
पी भी नहीं है हाय
यह जो हल्की हल्की
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
है मोहब्बतें की तैयारियां
है मोहब्बतें की तैयारियां
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
मेरी ज़िन्दगी के बदले
मुझे एक शाम दे दे
आ आ
मेरी ज़िन्दगी के बदले
मुझे एक शाम दे दे
जो किसी को न दिया हो
मुझे वो इनाम दे दे
तेरी आरज़ू करूँ मैं
तेरे ख्वाब में सजाउ
होते जो भी आशिकी के
मुझे सारे काम दे दे
हो सारे कामों का
है ये हरदाना
दिलोका पैमाना
आँखों आँखों में
जो मैं सोचा यह
जो मैं चाहे यह
चला जाये न कोई
दूर न रे न रे न
अब जो गलत था
वो भी सही है
बेहोश भी हूँ
पी भी नहीं है हाय
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
है मोहब्बतें की तैयारियां
यह जो हल्की हल्की खुमारिया
है मोहब्बतें की तैयारियां
है मोहब्बतें की तैयारियां
यह जो हल्की हल्की खुमारिया.
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan aa aa
Kaise kahoon kaise bhala roke
Tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se
Peeta jao main toh yaara
Teri inn behki nigahon se haye
Teri inn behki nigahon se
Ab jo galat tha
Wo bhi sahi hai
Behosh bhi hoon
Pee bhi nahin hai haye
Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya
Kaise kahoon kaise bala roke
Tu mujhko gunahon se haye
Roke tu mujhko gunahon se
Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume
Chupte chupate jhoome
Zulfe labon ko chume
Uff teri shaitaniyan
Sar pe chadaya inhe
Itna banaya inhe
Uff hui deewaniyan
Mujhpe yun hasti hai
Yeh zulfen kyun
Meri tarah masti hai
Ab jo galat tha
Wo bhi sahi hai
Behosh bhi hoon
Pee bhi nahin hai haye
Yeh jo halki halki
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya
Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de
Aa aa
Meri zindagi ke badle
Mujhe ek sham de de
Jo kisi ko na diya ho
Mujhe wo inaam de de
Teri aarzoo karoon main
Tere khwab mein sajau
Hote jo bhi aashiqui ke
Mujhe saare kaam de de
Ho saare kaamon ka
Hai ye hardaana
Diloka paimaana
Aankhon aankhon mein
Jo main socha yeh
Jo main chaha yeh
Chala jaye na koi
Door na re na re na
Ab jo galat tha
Wo bhi sahi hai
Behosh bhi hoon
Pee bhi nahin hai haye
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Hai mohabbaton ki taiyariyan
Yeh jo halki halki khumariya.
Song Details & Credits
| Song | Yeh Jo Halki Halki Khumariya |
|---|---|
| Singer | Rahat Nusrat Fateh Ali Khan |
| Movie | Son Of Sardar |
| Lyricist | Music |
| Music | Sajid Ali, Wajid Ali |
| Label | T-series |
| Video Director | Ashwni Dhir |
| Starring | Ajay Devgn, Sonakshi Sinha |
| Year | 2012 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Yeh Jo Halki Halki Khumariya
“Yeh Jo Halki Halki Khumariya” is from the movie Son Of Sardar, released in 2012.
The lyrics of “Yeh Jo Halki Halki Khumariya” were written by Music.
“Yeh Jo Halki Halki Khumariya” is sung by Rahat Nusrat Fateh Ali Khan.
The music video of “Yeh Jo Halki Halki Khumariya” was directed by Ashwni Dhir.
The music video of “Yeh Jo Halki Halki Khumariya” features Ajay Devgn and Sonakshi Sinha.