Khayalon Mein Bhi Lyrics
Khayalon Mein Bhi Lyrics
ख्यालों में भी
है खाबों में भी
कोई आने लगा.. है यादों में भी
ए दिल मेरे महसूस कर इन आहटों को
धड़कन ने जो सीने में ली उन करवटों को
ए खुदा.. ए खुदा..
मैं हुई मुझ से जुदा..
ख्यालों में भी
है खाबों में भी
कोई आने लगा है यादों में भी
दिन में भी वही सांस लेने लगा
रातों में भी मेरी वो ही तो बसा है
पलकों पे रहने की ढूँढता है जगह
ख्यालों में भी
है खाबों में भी
कोई आने लगा.. है यादों में भी
दिल जिसे मेरा प्यार करने लगा
आँखें भी उसकी ही राह में रुकी है
कौन है वो मगर ये नहीं है पता
ख्यालों में भी
है खाबों में भी
ओ कोई आने लगा है यादों में भी
ए दिल मेरे महसूस कर इन आहटों को
धड़कन ने जो सीने में ली उन करवटों को
ए खुदा.. ए खुदा..
मैं हुई मुझ से जुदा..
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Koi aane laga.. hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar in aahton ko
Dhadkan ne jo seene mein li un karwaton ko
Aye khuda.. aye khuda..
Main hui mujh se juda..
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Koi aane laga hai yaadon mein bhi
Din mein bhi wahi saans lene laga
Raaton mein bhi meri wo hi to basa hai
Palkon pe rehne ki dhoondhta hai jagah
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
Koi aane laga.. hai yaadon mein bhi
Dil jise mera pyaar karne laga
Aankhein bhi uski hi raah mein ruki hai
Kaun hai wo magar ye nahi hai pata
Khayalon mein bhi
Hai khaabon mein bhi
O koi aane laga hai yaadon mein bhi
Aye dil mere mehsoos kar in aahton ko
Dhadkan ne jo seene mein li un karwaton ko
Aye khuda.. aye khuda..
Main hui mujh se juda..
even in thoughts
It's in my dreams too
Someone started coming..it is there in my memories also
O my heart, feel these sounds
The toss and turns that the heartbeat took in the chest
Oh God.. Oh God..
I became separated from myself..
even in thoughts
It's in my dreams too
Someone has started coming into my memories too
Started breathing the same during the day
He is my presence even in the nights
Looks for a place to live on the eyelids
even in thoughts
It's in my dreams too
Someone started coming..it is there in my memories also
the heart that started loving me
The eyes are also stuck in its path
I don't know who he is but
even in thoughts
It's in my dreams too
Oh someone has started coming in my memories too
O my heart, feel these sounds
The toss and turns that the heartbeat took in the chest
Oh God.. Oh God..
I became separated from myself..
Song details & credits
| Song | Khayalon Mein Bhi |
|---|---|
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Movie | Raaz 3 |
| Lyricist | Kumaar |
| Music | Jeet Ganguli |
| Label | T-Series |
| Starring | Emraan Hashmi, Bipasha Basu, Esha Gupta |
| Year | 2012 |
| Language | Hindi |




