Jab Se Dekhi Hai Lyrics
जब से देखी है
झलक तुम्हारी
या अल्लाह या अल्लाह
जब से देखी है
झलक तुम्हारी
तब से रहती है दिल
में कसक तुम्हारी
या अल्लाह या अल्लाह
जान लेगा मेरी तेरा इश्क़
जब से देखी है
झलक तुम्हारी
रात दिन लम्हा लम्हा
तेरी यादूं का सजदा
मेरे दिल ने हमेशा किया
मनन की गहराईयों में
अपनी परछाइयों में
बस तेरा इश्क़ मैंने जिया
जान लेगा मेरी तेरा इश्क़
या अल्लाह जब से देखी
है झलक तुम्हारी
तुमने मेरी लगन को
सब्र की अंजुमन को
क्यों यह दूरी का आलम दिया
थम गयी मेरी आहें
नम्म हुयी यह निगाहें
जब तेरा नाम मैंने लिया
जान लेगा मेरी तेरा इश्क़
या अल्लाह.
जब से देखी है झलक तुम्हारी
तब से रहती है दिल
में कसक तुम्हारी
या अल्लाह या अल्लाह.
Jab se dekhi hai
Jhalak tumhaari
Yaa allah yaa allah
Jab se dekhi hai
Jhalak tumhaari
Tab se rehti hai dil
Mein kasak tumhaari
Yaa allah yaa allah
Jaan lega meri tera ishq
Jab se dekhi hai
Jhalak tumhaari
Raat din lamha lamha
Teri yadoon ka sajda
Mere dil ne hamesha kiya
Mann ki gehraiyon mein
Apni parchhaiyon mein
Bas tera ishq maine jiya
Jaan lega meri tera ishq
Yaa allah jab se dekhi
Hai jhalak tumhaari
Tumne meri lagan ko
Sabr ki anjuman ko
Kyun yeh doori ka aalam diya
Tham gayi meri aahein
Numm huyi yeh nigaahein
Jab tera naam maine liya
Jaan lega meri tera ishq
Yaa allah.
Jab se dekhi hai jhalak tumhari
Tab se rehti hai dil
Mein kasak tumhari
Yaa allah yaa allah.
Song Details & Credits
| Song | Jab Se Dekhi Hai |
|---|---|
| Singer | Mohit Chauhan |
| Movie | Bol Bachchan |
| Lyricist | Swanand Kirkire |
| Music | Himesh Reshammiya |
| Label | T-series |
| Video Director | Rohit Shetty |
| Starring | Ajay Devgn, Abhishek Bachchan, Asin Thottumkal, Prachi Desai. |
| Year | 2012 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Jab Se Dekhi Hai
“Jab Se Dekhi Hai” is from the movie Bol Bachchan, released in 2012.
The lyrics of “Jab Se Dekhi Hai” were written by Swanand Kirkire.
“Jab Se Dekhi Hai” is sung by Mohit Chauhan.
The music video of “Jab Se Dekhi Hai” was directed by Rohit Shetty.
The music video of “Jab Se Dekhi Hai” features Ajay Devgn, Abhishek Bachchan, Asin Thottumkal and Prachi Desai..