Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2011

Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye Lyrics

By Shahid Mallya • Movie: Mausam

कोई दिल बेकाबू कर गया
और इश्का दिल में भर गया
कोई दिल बेकाबू कर गया
और इश्का दिल में भर गया

आँखों
वह लाखो गला कर गया ओये
ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया कर गया ओये

ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया कर गया ओये

अब्ब दिल चाहे ख़ामोशी के
हूँठों पे में लिख दूँ
प्यारी से बातें कई
हो कुछ पल मेरे नाम करें वह
मैं भी उसके नाम पे
लिखों मुलाकातें कई

ओ पहेली ही तकनी में
बन गई जान में
नैना वैना उसके
मेरे दिल पे छपे
अब्ब जाऊँ कहाँ पे
दिल रुके है वहाँ पे
जहाँ देख के मुझे
वह आगे बढ़ गया ओये

ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया ओये

ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये

शैदाई मुझे कर गया ओये

मौसम के आज़ाद परींदे
हाथों में है उसके
या वह बहारों सी है
सर्दी की वह धूप के जैसे
गर्मी की शाम है
पहली फुहारों सी है

मेरे प्यार का मौसम भी है
लगे मेरी मेहराम भी है
मेरे प्यार का मौसम भी है
लगे मेरी मेहराम भी है

जाने क्या क्या दो आँखों
में में पढ़ गया वह

ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया ओये

ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया ओये

कोई दिल बेकाबू कर गया
और इश्का दिल में भर गया

आँखों
वह लाखो गला कर गया ओये
ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया कर गया ओये

ओ रब्बा मैं तो मर गया ओये
शैदाई मुझे कर गया कर गया ओये.

Koi dil bekabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya
Koi dil bekabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya

Aankhon , aankhon mein
Woh lakho gala kar gaya oye
O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya kar gaya oye

O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya kar gaya oye

Abb dil chahe khamoshi ke
Hoonthon pe mein likh dun
Pyaari se baatein kai
Ho kuch pal mere naam karein woh
Main bhi uske naam pe
Likhon mulakatein kai

O pheli hi takni mein
Ban gai jaan mein
Naina waina uske
Mere dil pe chape
Abb jaun kahan pe
Dil ruka hai wahan pe
Jahan dekh ke mujhe
Woh aaghe badh gaya oye

O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya oye

O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya oye

Mausam ke aazad pariende
Haathon mein hai uske
Ya woh baharon si hai
Sardi ki woh dhoop ke jaise
Garmi ki shaam hai
Pheli fuhaaron si hai

Mere pyaar ka mausam bhi hai
Lage meri mehram bhi hai
Mere pyaar ka mausam bhi hai
Lage meri mehram bhi hai

Jaane kya kya do aankhon
Mein mein padh gaya woh

O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya oye

O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya oye

Koi dil bekabu kar gaya
Aur ishqa dil mein bhar gaya

Aankhon, aankhon mein
Woh lakho gala kar gaya oye
O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya kar gaya oye

O rabbba mein to mar gaya oye
Shadai mujhe kar gaya kar gaya oye.

Song Details & Credits
Song Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye
Singer Shahid Mallya
Movie Mausam
Lyricist Irshad Kamil
Music Pritam Chakraborty
Label T-Series
Video Director Pankaj Kapur
Starring Shahid Kapoor, Sonam Kapoor.
Year 2011
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye

“Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye” is from the movie Mausam, released in 2011.

The lyrics of “Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye” were written by Irshad Kamil.

“Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye” is sung by Shahid Mallya.

The music video of “Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye” was directed by Pankaj Kapur.

The music video of “Rabba Mein Toh Mar Gaya Oye” features Shahid Kapoor and Sonam Kapoor..