Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2011

Phir Se Ud Chala Lyrics

By Mohit Chauhan • Movie: Rockstar

ओ हो हो
फिर से उड़ चला
उड़ के छोड़ा है जहां
नीच में तुम्हारे
अब हूँ हवाले
दूर दूर लोग बाग़
मीलों दूर यह वादियां

घर धुंआ धुंआ तन
हर बदली चली आती है छूने
और कोई बदली कभी कही कर दे
तन गीला यह है बिना हो
किसी मंज़र पर मैं रुका नहीं
कभी खुद से भी में मिला नहीं
यह गिला तोह है मैं खफा नहीं
शहर एक से गाओं एक से
लोग एक से नाम एक ओ

फिर से उड़ चला मैं
पित्ती जैसे सपने
यह किताबी पलकों से
झाडू फिर आ जाते हैं

इतने सारे सपने क्या कहूँ
किस तरह से मैंने तोड़े हैं

छोड़े हैं क्यों
फिर साथ चले मुझे ले के
उड़े यह क्यूँ ओ

कभी दाल दाल कभी पात पात
मेरे साथ साथ फिर दर दर यह
कभी सेहरा कभी सावन
बनु रावण क्यूँ मनन मानके
कभी दाल दाल कभी पात पात
कभी दिन है रात कभी दिनमिन है
क्या सच है क्या माया
है दाता है दाता

इधर उधर तितर बितर
क्या है पता हवा
लिए जाये तेरी ओरे
खींचे तेरी यादें
तेरी यादें तेरी ओरे

रंग बिरंगे वहमों में
मैं उदास क्यों
रंग बिरंगे वहमों में
मैं उदास क्यों
ओ हो हो.

Oo ho ho
Phir se ud chala
Ud ke choda hai jahaan
Neech mein tumhare
Ab hoon hawale
Door door log baag
Meelon door yeh vaadiyan

Ghar dhuaan dhuaan tan
Har badli chali aati hai choone
Aur koi badli kabhi kahi kar de
Tan geela yeh hai bina ho
Kisi manzar par main ruka nahin
Kabhi khud se bhi mein mila nahin
Yeh gila toh hai main khafa nahin
Shehar ek se gaon ek se
Log ek se naam ek oo

Phir se ud chala main
Pitti jaise sapne
Yeh kitaabi palkon se
Jhaado phir aa jaate hain

Itne saare sapne kya kahoon
Kis tarah se maine tode hain
Chode hain kyun
Phir saath chale mujhe le ke
Ude yeh kyun oo

Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phir dar dar yeh
Kabhi sehera kabhi saavan
Banu raavan kyun mann manke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi dinmin hai
Kya sach hai kya maya
Hai daata hai daata

Idhar uudhar titar bitar
Kya hai pata hawa
Liye jaye teri ore
Kheenche teri yaaden
Teri yaaden teri ore

Rang birange vehmon mein
Main udaas kyun
Rang birange vehmon mein
Main udaas kyun
Ooho ho.

Song Details & Credits
Song Phir Se Ud Chala
Singer Mohit Chauhan
Movie Rockstar
Lyricist Irshad Kamil
Music A.R. Rahman
Label T-Series
Video Director Imtiaz Ali
Starring Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri
Year 2011
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Phir Se Ud Chala

“Phir Se Ud Chala” is from the movie Rockstar, released in 2011.

The lyrics of “Phir Se Ud Chala” were written by Irshad Kamil.

“Phir Se Ud Chala” is sung by Mohit Chauhan.

The music video of “Phir Se Ud Chala” was directed by Imtiaz Ali.

The music video of “Phir Se Ud Chala” features Ranbir Kapoor and Nargis Fakhri.