Pia Saavra Lyrics
पिया सांवरे
पिया सांवरे तरसा रहा
सजना मोरा तड़पा रहा
पिया सांवरे तरसा रहा
सजना मोरा तड़पा रहा
कहीं दूर से देखे कर सदा
कहीं दूर से देखे कर सदा
उलझा रहा माननवा मोरा
उलझा रहा माननवा मोरा
उलझा रहा माननवा मोरा
पिया सांवरे
मेरी आँख में तेरा रंग है
पिया दूर है पर सान्ग है
हाँ मेरी आँख में तेरा रंग है
पिया दूर है पर सान्ग है
जोगन बनी मैं प्यार में
जोगन बनी मैं प्यार में
पिया बावरे
इठला रहा पिया सांवरे
नहीं बूख में
मेरी शाम की इस आस में
नहीं बूख में
मेरी शाम की इस आस में
इस शाम का उस शाम से
इस शाम का उस शाम से
रिश्ता कोई बतला रहा
रिश्ता कोई बतला रहा
पिया सांवरे
पिया पिया पिया पिया सांवरे
सांवरा
Pia Saavra, Pia Saavra,
Pia Saavra tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Pia Saavra tarsa raha
Sajna mora tadapa raha
Kahin door se deke kar sada,
Kahin door se deke kar sada
Ulja raha mannwa mora,
Ulja raha mannwa mora,
Ulja raha mannwa mora
Pia Saavra
Meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Haan meri aankh mein tera rang hai
Pia door hai par sang hai
Jogan bani main pyaar mein,
Jogan bani main pyaar mein
Pia baawara, pia baawara,
Ithla raha Pia Saavra
Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein
Nahi bookh mein, nahi pyaas mein
Meri shaam ki iss aas mein
Iss shaam ka uss shaam se,
Iss shaam ka uss shaam se
Rishta koi batla raha,
Rishta koi batla raha
Pia Saavra, Pia Saavra
Pia pia pia Pia Saavra,
Saanvara, saanvara.
Song Details & Credits
| Song | Pia Saavra |
|---|---|
| Singer | Sunidhi Chauhan |
| Movie | Striker |
| Lyricist | Jeetendra Joshi |
| Music | Shailendra Barve |
| Label | T-Series |
| Video Director | Chandan Arora |
| Starring | Siddharth, Aditya Pancholi, Anupam Kher, Padmapriya, Nicolette Bird, Ankur Vikal, Seema Biswas, Anoop Soni, Vidya Malvade, Rajendra Gupta, Sitaram Panchal. |
| Year | 2010 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Pia Saavra
“Pia Saavra” is from the movie Striker, released in 2010.
The lyrics of “Pia Saavra” were written by Jeetendra Joshi.
“Pia Saavra” is sung by Sunidhi Chauhan.
The music video of “Pia Saavra” was directed by Chandan Arora.
The music video of “Pia Saavra” features Siddharth, Aditya Pancholi, Anupam Kher, Padmapriya, Nicolette Bird, Ankur Vikal, Seema Biswas, Anoop Soni, Vidya Malvade, Rajendra Gupta and Sitaram Panchal..