Aarti Tumre Bhavan Mein Lyrics
तुमरे भवन में
जोत जागे मेरे पाप भागे
आनंद मंगल हो
ब्रह्मा जी वेद जप्पा
है तेरी द्वारे मैया
भाह्मा जी वे अम्बा
हे माता द्वारे जावा
ब्रह्मा जी वेद जप्पा
हैं तेरे द्वारे
मैया के द्वारे
मैया के द्वारे
तुमरे भवन में
जोत जागे मेरे पाप भागे
आनंद मंगल हो मेरी अम्बे
नारद गिरधर खड़े तेरे द्वारे माया
नारद हे मेरी अम्बे
नारद गिरधर खड़े तेरे द्वारे
क़ानूर बिन बजावे मैय्या के द्वारे
क़ानूर बिन बजावे मेरे माँ के द्वार
क़ानूर बिन बजावे अम्बा
तुमरे भवन में
हम्म्म हम्म्म्म हम्म्म्म
हम्म्म हम्म्म्म हम्म्म्म
हम्म्म हम्म्म्म हम्म्म्म.
Tumre bhavan mein, jot jaage,
Jot jaage mere paap bhaage,
Anand mangal ho, meri amba,
Brahma ji ved jappa,
Hai teri dware maiyaa,
Bhahma ji vey amba,
Hey maata dware jaawa,
Brahma ji ved jappa,
Hain tere dware, shankar dhyaan lagaye,
Maiyaa ke dware, shankar dhyaan lagaye,
Maiyaa ke dware, shankar dhyaan lagaye amba..
Tumre bhavan mein, jot jaage,
Jot jaage mere paap bhaage,
Anand mangal ho meri amba,
Narad girdhar khade tere dwaare maaya,
Narad hey meri amba, narad dware jaawa,
Narad girdhar khade tere dwaare,
Kaanoor bin bajave maiyya ke dwaare,
Kaanoor bin bajave mere maa ke dwaare,
Kaanoor bin bajave amba
Tumre bhavan mein
Hmmm hmmmm hmmmm
Hmmm hmmmm hmmmm
Hmmm hmmmm hmmmm.
Song Details & Credits
| Song | Aarti Tumre Bhavan Mein |
|---|---|
| Singers | Kishori Amonkar, Rekha Bhardwaj, Shrraddha Pandit, Sujata Mazumder |
| Movie | Delhi 6 |
| Lyricist | Prasoon Joshi |
| Music | A.R. Rahman |
| Label | T-Series |
| Video Director | Rakeysh Omprakash Mehra |
| Starring | Abhishek Bachchan, Sonam Kapoor |
| Year | 2009 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Aarti Tumre Bhavan Mein
“Aarti Tumre Bhavan Mein” is from the movie Delhi 6, released in 2009.
The lyrics of “Aarti Tumre Bhavan Mein” were written by Prasoon Joshi.
“Aarti Tumre Bhavan Mein” is sung by Kishori Amonkar, Rekha Bhardwaj, Shrraddha Pandit and Sujata Mazumder.
The music video of “Aarti Tumre Bhavan Mein” was directed by Rakeysh Omprakash Mehra.
The music video of “Aarti Tumre Bhavan Mein” features Abhishek Bachchan and Sonam Kapoor.