Jashn-E-Bahara Lyrics
Jashn-E-Bahara Lyrics
केहने को जशन-ए-बहरा है
इश्क ये देखके हैरां है
केहने को जशन-ए-बहरा है
इश्क ये देखके हैरां है
फूल से खुसबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
सरे सेहमें नज़ारे हैं, सोये सोये वक़्त के धारे हैं
और दिल में कोई खोयी सी बातें हैं
हो केहने को जशन-ए-बहरा है
इश्क ये देखके हैरां है
फूल से खुसबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
कैसे कहें क्या है सितम, सोचते है अब ये हम
कोई कैसे कहें वोह है या नहीं हमारे
करते तो है साथ सफ़र, फासले हैं फिर भी मगर
जैसे मिलते नहीं किसी दरिया के दो किनारे
पास हैं फिर भी पास नहीं, हमको ये गम रास नहीं
शीशे की एक दिवार है जैसे दरमियाँ
सरे सेहमें नज़ारे हैं, सोये सोये वक़्त के धारे हैं
और दिल में कोई खोयी सी बातें हैं
हो केहने को जशन-ए-बहरा है
इश्क ये देखके हैरां है
फूल से खुसबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
हमने जो था नगमा सुना, दिल ने था उसको चुना
ये दास्तान हमें वक़्त ने कैसे सुने
हम जो अगर है गमगीन, वो भी उधर खुश तो नहीं
मुलाकातों में जैसे घुल सी गयी तन्हाई
मिलके भी हम मिलते नहीं, खिलके भी गुल खिलते नहीं
आँखों में है बहारें दिल में खिज़ा
सरे सेहमें नज़ारे हैं
सरे सेहमें नज़ारे हैं, सोये सोये वक़्त के धारे हैं
और दिल में कोई खोयी सी बातें हैं
हो केहने को जशन-ए-बहरा है
इश्क ये देखके हैरां है
फूल से खुसबू खफा खफा है गुलशन में
छुपा है कोई रंज फिज़ा की चिलमन में
Kehne ko jashn-aye-bahara hai
Ishq ye dekhke hairaan hai
Kehne ko jashn-aye-bahara hai
Ishq ye dekhke hairaan hai
Phool se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj phiza ki chilaman mein
Sare sehmen nazaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koi khoyi si baatein hain
Ho kehne ko jashn-aye-bahara hai
Ishq ye dekhke hairaan hai
Phool se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj phiza ki chilaman mein
Kaise kahen kya hai sitam, sochte hai ab ye hum
Koi kaise kahen voh hai ya nahi hamaare
Karte to hai saath safar, faasle hain phir bhi magar
Jaise milte nahi kisi dariya ke do kinaare
Paas hain phir bhi paas nahi, humko ye gam ras nahi
Shishe ki ek diwar hai jaise darmiyaan
Sare sehmen nazaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koi khoyi si baatein hain
Ho kehne ko jashn-aye-bahara hai
Ishq ye dekhke hairaan hai
Phool se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj phiza ki chilaman mein
Humne jo tha nagma suna, dil ne tha usko chuna
Ye dastaan humein waqt ne kaise sune
Hum jo agar hai gamgeyen, wo bhi udhar khush to nahi
Mulaakaaton mein jaise ghul si gayi tanhaayi
Milke bhi hum milte nahi, khilke bhi gul khilte nahi
Aankhon mein hai bahaaren dil mein khiza
Sare sehmen nazaare hain
Sare sehmen nazaare hain, soye soye waqt ke dhaare hain
Aur dil mein koi khoyi si baatein hain
Ho kehne ko jashn-aye-bahara hai
Ishq ye dekhke hairaan hai
Phool se khusbu khafa khafa hai gulshan mein
Chhupa hai koi ranj phiza ki chilaman mein
Kehne ko jashan-e-bahra hai
Ishq is surprised to see this
Kehne ko jashan-e-bahra hai
Ishq is surprised to see this
The fragrance is unhappy with the flower in Gulshan
There is some anger hidden in the drapery of Fiza
There are views from everywhere, there are streams of time while sleeping.
And there are some lost things in the heart
Yes to say Jashan-e-Bahra is deaf
Ishq is surprised to see this
The fragrance is unhappy with the flower in Gulshan
There is some anger hidden in the drapery of Fiza
How can we say what oppression is, now we think this.
How can anyone say whether he is ours or not?
We travel together, there is still distance but
Like two banks of a river do not meet
We are close but still not close, we don't like this sadness
There is a wall of glass between
There are views from everywhere, there are streams of time while sleeping.
And there are some lost things in the heart
Yes to say Jashan-e-Bahra is deaf
Ishq is surprised to see this
The fragrance is unhappy with the flower in Gulshan
There is some anger hidden in the drapery of Fiza
Whatever song we heard, our heart chose that song.
How did time hear this story?
If we are sad, then they too are not happy over there.
Loneliness seemed to dissolve in meetings
Even when we meet, we don't meet; even when we blossom, we don't blossom.
There are tears in the eyes and anger in the heart
We have views from all over
There are views from everywhere, there are streams of time while sleeping.
And there are some lost things in the heart
Yes to say Jashan-e-Bahra is deaf
Ishq is surprised to see this
The fragrance is unhappy with the flower in Gulshan
There is some anger hidden in the drapery of Fiza
Song details & credits
| Song | Jashn-E-Bahara |
|---|---|
| Singer | Javed Ali |
| Movie | Jodhaa Akbar |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Music | A.R. Rahman |
| Label | UTV |
| Starring | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai |
| Year | 2008 |
| Language | Hindi |



