Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2006

Woh Raat Mein Boli Lyrics

वह रात में बोली ओ सुन हमजोली
वह रात में बोली ओ सुन हमजोली
ज़रा बचके रहियो कल है बोली
मैं फिर बोलै ओये
मार न गोली हैं हैं रे
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
होये मर गयी मर गयी
मर गयी शर्म से वह
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब

फिर आज सवेरे मिल गयी भोली
मैंने तो फ़ौरन हर ली गोली
तब तक आ गयी सखियों की टोली
देख के सखियाँ वह
मुझसे बोली हैं हैं रे
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
अरे मर गयी मर गयी
मर गयी शर्म से वह
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
रब्बा रब्बा मस्ती
चाल जेब से हम हैं

तन गोपाल
फिर भी इतने ज़िंदा हैं यार
रहते मस्ती में
और खुश हाल
कहते हैं सीधे ऊपर
वाले से हैं हैं रे
तेरा कोई नहीं जवाब
तू तो हैं लाजवाब
तेरा कोई नहीं जवाब
अरे तू तो है लाजवाब
होये मर गए
मर गए
मर गए तुझ पर हम
तेरा कोई नहीं जवाब
अरे तू तो हैं लाजवाब

पिके प्याला रहे मस्त तू यारा
यह दुनिया हैं मकड़ी का जाला
पिके प्याला रहे मस्त तू यारा
यह दुनिया हैं मकड़ी का जाला
इस में सुन्दर चीज़ हैं पला
हरबा लगा खेल निराला
हैं हैं रे
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
हैं हैं रे तेरा शबाब
जैसे खिले गुलाब
ओये मर गयी मर गयी
मर गयी शर्म से वह..

Woh raat mein bolio sun humjoli
Woh raat mein bolio sun humjoli
Zara bachke rahiyo kal hai boli
Main phir bola oye
Maar na goli hain hain re
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Hoye mar gayi mar gayi
Mar gayi sharam se woh
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab

Phir aaj savere mil gayi bholi
Maine to foran har li goli
Tab tak aa gayi sakhiyon ki toli
Dekh ke sakhiyan woh
Mujhse boli hain hain re
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Arre mar gayi mar gayi
Mar gayi sharam se woh
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Rabba rabba masti
Chaal jeb se hum hain
Tan gopaal
Phir bhi itne zinda hain yaar
Rehte masti mein
Aur khush haal

Kehte hain seedha upar
Waale se hain hain re
Tera koyi nahin jawaab
Tu to hain lajawaab
Tera koyi nahin jawaab
Arre tu to hai lajawaab
Hoye mar gaye
Mar gaye
Mar gaye tujh par hum
Tera koyi nahin jawaab
Arre tu to hain lajawaab

Peeke pyala rahe mast tu yaara
Yeh duniya hain makri ka jaala
Peeke pyala rahe mast tu yaara
Yeh duniya hain makri ka jaala
Is mein sundar cheez hain pala
Harba laga khel niraala
Hain hain re
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Hain hain re tera shabaab
Jaise khila gulaab
Oye mar gayi mar gayi
Mar gayi sharam se woh..

Song Details & Credits
Song Woh Raat Mein Boli
Singers Amit Sana, Kumar Kanchas
Movie Sun Zarra/a>
Lyricist Anil Pandey
Music Sandesh Shandilyat
Label Shemaroo
Video Director Rohit Nayyar
Starring Samir Aftab, Mithun Chakraborty, Renuka Shahane
Year 2006
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Woh Raat Mein Boli

“Woh Raat Mein Boli” is from the movie Sun Zarra/a>, released in 2006.

The lyrics of “Woh Raat Mein Boli” were written by Anil Pandey.

“Woh Raat Mein Boli” is sung by Amit Sana and Kumar Kanchas.

The music video of “Woh Raat Mein Boli” was directed by Rohit Nayyar.

The music video of “Woh Raat Mein Boli” features Samir Aftab, Mithun Chakraborty and Renuka Shahane.