Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2006

Raadhey Krishn Ki Jyoti Lyrics

By Shreya Ghoshal • Movie: Vivah

राधे कृष्ण की ज्योति अलौकिक
तीनो लोक में छाये रही है
भक्ति विवश एक प्रेम पुजारिन
फिर भी डीप जलाये रही है
कृष्ण को गोकुल से राधे को
कृष्ण को गोकुल से राधे को
बरसाने से बुलाये रही है
दोनों करो स्वीकार कृपा कर
जोगन आरती गाये रही है
दोनों करो स्वीकार कृपा कर
जोगन आरती गाये रही है

भोर भये ती सांज ढले तक
सेवा कौन इतने महामरो
स्नान कराये व वस्त्र ओढ़ाये
वो भोग लगाए व लागत प्यारो
कब से निहारत आपकी और
कब से निहारत आपकी और
की आप हमारी और निहारों
राधे कृष्णा हमारे धाम
को जानि वृन्दावन धाम पधारे
राधे कृष्णा हमारे धाम
को जानि वृन्दावन धाम पधारे

Radhe krishna ki jyoti alaukik
Tino lok mein chhaaye rahi hai
Bhakti vivash ek prem pujaarin
Phir bhi deep jalaaye rahi hai
Krishna ko gokul se radhe ko
Krishna ko gokul se radhe ko
Barasaane se bulaaye rahi hai
Dono karo swikaar kripaa kar
Jogan aarati gaaye rahi hai
Dono karo swikaar kripaa kar
Jogan aarati gaaye rahi hai
Bhor bhaye ti saanj dhale tak
Seva kaun itane mahaamaro
Snaan karaaye wo vastra odhaaye
Vo bhog lagaaye wo laagat pyaaro
Kab se niharat aapaki aur
Kab se niharat aapaki aur
Ki aap hamaari aur nihaaron
Raadhe krishnaa hamaare dhaam
Ko jaani vrindaawan dhaam padhaaro
Raadhe krishnaa hamaare dhaam
Ko jaani vrindaawan dhaam padhaaro

Song Details & Credits
Song Raadhey Krishn Ki Jyoti
Singer Shreya Ghoshal
Movie Vivah
Lyricist Ravindra Jain
Music Ravindra Jain
Label Sa Re Ga Ma
Video Director Sooraj Barjatya
Starring Shahid Kapoor, Amrita Rao
Year 2006
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Raadhey Krishn Ki Jyoti

“Raadhey Krishn Ki Jyoti” is from the movie Vivah, released in 2006.

The lyrics of “Raadhey Krishn Ki Jyoti” were written by Ravindra Jain.

“Raadhey Krishn Ki Jyoti” is sung by Shreya Ghoshal.

The music video of “Raadhey Krishn Ki Jyoti” was directed by Sooraj Barjatya.

The music video of “Raadhey Krishn Ki Jyoti” features Shahid Kapoor and Amrita Rao.