Ishq Chupta Nahin Lyrics
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
रोक न मुझको पास आने से
रोक न मुझको पास आने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
अब मुझे छोड़ के ना जाना तुम
दिल मेरा तोड़ के न जाना तुम
अब मुझे छोड़ के ना जाना तुम
दिल मेरा तोड़ के न जाना तुम
तुम तो आये हो मनाने से
खो न जाना किसी बहाने से
जान जाती है तेरे जाने से
जान जाती है तेरे जाने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
मेहबूब मेहबूब
मेहबूब मेहबूब
मेरे मेहबूब क्या
तुम्हे है खब्बार
हर जगह तुमको
ढूंढ़ती है नज़र
मेरे मेहबूब क्या
तुम्हे है खब्बार
हर जगह तुमको
ढूंढ़ती है नज़र
देख के तुमको जीता मरता हूँ
हर घड़ी याद तुमको करता हूँ
भूल सकता नहीं भुलाने से
भूल सकता नहीं भुलाने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
रोक न मुझको पास आने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
तेरा आशिक़ हूँ मैं ज़माने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से
इश्क छुपता नहीं छुपाने से.
Ishq chhupta nahin chhupane se
Tera aashiq hun main zamane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Rok na mujhko paas aane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Ab mujhe chod ke na jaana tum
Dil mera tod ke na jaana tum
Tum to aaye ho manaane se
Kho na jaana kisi bahaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Jaan jaati hai tere jaane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Mehboob mehboob
Mehboob mehboob
Mere mehboob kya
Tumhe hai khabbar
Har jagah tumko
Dhundti hai nazar
Mere mehboob kya
Tumhe hai khabbar
Har jagah tumko
Dhundti hai nazar
Dekh ke tumko jeeta marta hun
Har ghadi yaad tumko karta hun
Bhool sakta nahin bhulaane se
Bhool sakta nahin bhulaane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Tera aashiq hun main zamane se
Rok na mujhko paas aane se
Tera aashiq hun main zamane se
Tera aashiq hun main zamane se
Ishq chhupta nahin chhupane se
Ishq chhupta nahin chhupane se.
Song Details & Credits
| Song | Ishq Chupta Nahin |
|---|---|
| Singer | Abhijeet Bhattacharya |
| Movie | Bewafaa |
| Lyricist | Sameer |
| Music | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
| Label | Tips Music |
| Video Director | Dharmesh Darshan |
| Starring | Akshay Kumar, Anil Kapoor, Kareena Kapoor, Sushmita Sen. |
| Year | 2005 |
| Language | Hindi |
Frequently Asked Questions • Ishq Chupta Nahin
“Ishq Chupta Nahin” is from the movie Bewafaa, released in 2005.
The lyrics of “Ishq Chupta Nahin” were written by Sameer.
“Ishq Chupta Nahin” is sung by Abhijeet Bhattacharya.
The music video of “Ishq Chupta Nahin” was directed by Dharmesh Darshan.
The music video of “Ishq Chupta Nahin” features Akshay Kumar, Anil Kapoor, Kareena Kapoor and Sushmita Sen..