Navigation
Information & Legal
Bollywood • 2005

Barsaat Ke Din Aaye Lyrics

बरसात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
बेताबियों के
शरारे बीचे हैं
यह सावन की
रिमझिम झड़ी हैं
कदम बेखुदी में
बहकने लगे हैं
यह मदहोशियों
की घडी हैं
बरसात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे जिनके
उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये
जलते रहे हम खयालो के
लौ से सही हमने बरसो जुदाई
चम् चम् बरसती सुहानी
घटा ने अजब सी अगन हैं लागै
बरसात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे जिनके
उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये

न तुम होश में हो
न हम होश में हैं
बहक जाए न
तुम संभालो हमें
गुजारिश यही हैं तमन्नाओ की

सनम बाजुओं में था लो हमें
जस्बात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे
जिनके उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये

दीवानी दीवानी
जवानी मस्तानी
गर्म साँसों
में तूफ़ान हैं
दीवाना दीवाना
समां हैं दीवाना
जरा सी चाहत भी
बेईमान हैं

धुआँ सा उठे हैं
कही जिस्म से
कहो बादलो से
बरसते रहे
सहा जाये न यह
जुदाई का गम
भला कब तलक
हम तरसते रहे
बरात के दिन आये
मुलाक़ात के दिन आये
हम सोच में थे जिनके
उस रात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये
बरसात के दिन आये.

Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Betaabiyon ke
Sharaare beetche hain
Yeh saawan ki
Rimjhim jhadi hain
Kadam bekhudi mein
Behakne lage hain
Yeh madhoshiyon
Ki ghadi hain
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Jalte rahe hum khayalo ke
Lau se sahi humne barso judaai
Cham cham barasti suhani
Ghata ne ajab si agan hain lagai
Barsaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye

Na tum hosh mein ho
Na hum hosh mein hain
Behak jaaye na
Tum sambhalo hamein
Gujarish yahi hain tamannao ki
Sanam baajuo mein tha lo humein
Jasbaat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the
Jinke us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye

Deewani deewani
Jawani mastani
Garm saanson
Mein toofan hain
Deewana deewana
Sama hain deewana
Jara si chahat bhi
Beimaan hain

Dhua sa uthe hain
Kahi jism se
Kaho baadlo se
Baraste rahe
Saha jaaye na yeh
Judaai ka gum
Bhala kab talak
Hum taraste rahey
Baraat ke din aaye
Mulaqat ke din aaye
Hum soch mein the jinke
Us raat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye
Barsaat ke din aaye.

Song Details & Credits
Song Barsaat Ke Din Aaye
Singers Alka Yagnik, Kumar Sanu
Movie A Sublime Love Story Barsaat
Lyricist Sameer
Music Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Label Shemaroo
Video Director Suneel Darshan
Starring Bobby Deol, Bipasha Basu, Priyanka Chopra.
Year 2005
Language Hindi

Frequently Asked Questions • Barsaat Ke Din Aaye

“Barsaat Ke Din Aaye” is from the movie A Sublime Love Story Barsaat, released in 2005.

The lyrics of “Barsaat Ke Din Aaye” were written by Sameer.

“Barsaat Ke Din Aaye” is sung by Alka Yagnik and Kumar Sanu.

The music video of “Barsaat Ke Din Aaye” was directed by Suneel Darshan.

The music video of “Barsaat Ke Din Aaye” features Bobby Deol, Bipasha Basu and Priyanka Chopra..